Submit your work, meet writers and drop the ads. Become a member
Khamosh Jan 26
"Jane log kese umar guzaar dete hain, hum to aadhe safar mein hi begaar ** gaye.
Kya hamara hi mukaddar hamari himmat dekhta hai?
Itne kha dard jo jawani mein hi umar daraaz ** gaye,
Kya dekhna hamein haara chahta hai ya hamari maut dekhni hai..
Jane ye mansaf kya chahta hai..."
Aslam M Aug 2020
Khuch Lamhai Tanhayee
Mai Guzaar Gayai. ||
Khuch Aapnai Aap Kau
Khojnai Mai. ||
Khuch Lamhai Teri Ibadaat
Mai Guzaar Gayai. ||
Khuch Gunaah Karnai
Nikaal Gayai. ||
Khuch Lamhai Aab Bakhi Hai
Woh Bhi Nikaal Hi Jayaingai.
Dekhna Hai Merai Dost
Woh Kaisaai Nikaal Jatai Hai.
Aslam M Jun 2018
Bahut Mududdau kai baad
ek aisa bhi waqt aisa bhi aaaya.
Acchai aur Sacchai Dost milai.

Woh Waqt bhi guzaar gayaaa
Naaa jaaanai woh ab  kidhar chalai gayai.

— The End —