Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"dekhi" poems
Akela ** gya hoon tere bin jab se tune mujhe chhod diya, Tor ke mera DIL mere pyar se jo yu mu'h mor liya, Jab jab dekhi tujhe ye meri udas aankhen, Chalak gye aansoo Jab yaad aai wo purani batein, Kaise mitaoo sanam tera ye bharam, Tujhe chahenge hum har janam, Teri khusi me maine apni khusi ko dhundh liya, Tu khush rahe sad'a eske liye maine rab se dua kiya, Ab saare dard -e- gum bhula diye hum, Tujhe chahenge hum janam -janam, Ab har o pal tere bin main dard bhari yaado ke saath ji'h raha hoon, Ekbar dekh lo mujhe ai jalim, Tu kisi ke saath muskura rahi aur main akela ro'h raha hoon, Puchh rahi ye duniya sari bewafa tum ya bewafa ** gye hum, Tujhe chahenge hum janam janam, Na mili mujhe tere sath jine ki khushi es janam to kya hua, Tut gye hain hum, dil ko mere bahut dard hua , Khush ** jayengi zindagi meri jab es duniya ko chhod chale jayenge hum o bewafa sanam, Tujhe chahenge hum har janam....
0
Jun 11, 2015
Jun 11, 2015 at 7:11 AM UTC
TUJHE CHAHENGE HUM HAR JANAM.....
Are tumhe dekha aj to lga ye sab tumhe bta du. Haq hai nhi mera koi phir b thoda haq jata du .. Or kehdu tum behad khoobsurat ** Ye jo tumne akhon ke kajal ko b palko ki had me dal rakha hai. In aankhon ne jane kitna kehar sambhal rakha hai. Kya chamak hai aankho me jaise ek choti si khush duniya ka sapna paal rakha hai. Socha cheru thoda tumhe or thoda sata du. Are tumhe dekha aj to lga ye sab tumhe bta du. Haq hai nhi mera koi phir b thoda haq jata du .. Or kehdu tum nazneen ** Phir kuch tumhare galon k un khaddo ki gehrayi dekhi. Na us se gehri koi khaayi dekhi. Nazar htane wala tha k us muskan ne rok lia.. Muje aj sambhalne se pehle tere chehre nadan ne rok lia. Jane tumhe ye sab kehna lagta hai khata kyu. Are tumhe dekha aj to lga ye sab tumhe bta du. Haq hai nhi mera koi phir b thoda haq jata du .. Or kehdu tum dilnashi ** Vo choti si kali bindi jo thik maathe k me kahi hai. Vo b har shayar ko kheench rahi hai. Jaise muje kehti ** idhar aao tumhe kano k jhumko ka pta du. Are tumhe dekha aj to lga ye sab tumhe bta du. Haq hai nhi mera koi phir b thoda haq jata du .. Or kehdu tum dalkashi ** Ye phir thode uljhe thode suljhe baal hai. Inki to ada hi bemisal Hai Tumhe tang karte hai. Manmarji chalate hai jaise tujse jung karte hai. Chere pe aate hai tum unhe phir peeche karti. Kabhi clip se kabhi rubber se kheenche rakhti ** Kabhi aaye chehre pe to shayad main b hta du. Are tumhe dekha aj to lga ye sab tumhe bta du. Haq hai nhi mera koi phir b thoda haq jata du .. Or kehdu tum koi kehkasha ** Or vo sone ki nath ko koi kaise taal sakta hai. Jise tumne apni teekhi si naak me daal rakha hai. Or kuch batein in sab se pare hai. Tera chutkan sa Gussa hai jane tu kaise handle kare hai. Phir vo pyari si hasi vo sharm haya vo bachpana vo nadaniya. Samjhdari vo nasamjhi Vo adayein vo shaitaniya. Or sambko tumne brabar rakha hai. Jane ye hisab kaise lagakar rakha hai. Kya kehna hai kya sunna hai kya bolna hai kya btana. Kab ruthna hai kab manana hai kab satana hai kab jatana hai. Teri har ek choti moti khoobiyon ne dil me aatank macha rakha hu. Jane tune kitne salo se khud ko ishq se bacha rakha hai. Jane mujme kab se or kyu ye thode guroor k lakshan aaye hai K tuje suna sabne hai samjh sirf hum paaye hai. Tum jaisa or koi mere aas paas ni hai. Phir kaise manliya jaye tum aam ladki ** tum me kuch khas nahi hai. Ha aj maine ek kadam apne beech ki sarhad se thoda bahar aaya. Tumne apna hunar azmaya tha vo pic dalke use shayri bnake maine apna hunar aazmaya hai. ye padhke tum socho k inam du is shayar ko ya koi saza du. Are tumhe dekha aj to lga ye sab tumhe bta du. Haq hai nhi mera koi phir b thoda haq jata du .. Or kehdu tum afreen ** Tum khoobsurat **
0
Sep 12, 2020
Sep 12, 2020 at 1:20 AM UTC
Tum khoobsurat **

Continue reading...
59
zakhamon ki batein in na karo bahut chotein pahuchai hai tumne maram lagane kind koshish na karo hum nahi ban sake farishtey maine tumhare aakhon ke andar ki aandhi dekhi hai maine tumhari saans ginni hai kya pata ki main kis din mar jaaon? aapki galtiyon ki bare mein main kya batao? saanse gin kar mein kabhi nahi thaki taare, grah jo chaho le aaon kitne baar maafi magun? jab meri galti thi nahi aaj thand bahut hai saans lene mein taqlif hai ab maram lagane ki koshish na karo mein idhar *** mujhe marte hue dekho.
0
Nov 3, 2014
Nov 3, 2014 at 9:53 AM UTC
zakham(HINDI POEM)
Maa teri meri yadein boht achi thi Tu jo bhi kehti thi boht sachi thi, Yaad hai mujhe aaj bhi wo pal maa Bimaar mai hoti thi taklif tujhe hua karti thi, Tu kabhi na bhuli mere khane ka samey maa... Qki maa tu hi toh khane ki plate mere aggey piche ghumaya karti thi, Wo teri aloo, pyaz wali khaniya maa Jisko sunn k sach mai maan liya karti thi, Kya khub sundarta thi tere bhole se chehre pay maa... Jo meri saheliya bhi gunn tera hi gaya karti thi, Maa ...qki teri meri yadein boht achi thi Tu jo bhi kehti thi boht sachi thi, Jab pehli baar un chote se hathon se chai bnayi thi maine Yaad hai , tu sab rishtedaro mai yahi gaya karti thi, Har baat k liye zidd bht ki Maine tujhse Par aakhir mai meri khushi k liye haa tu hi bharrti thi, Bht ladai ki sabne mere liye tujhse maa Lekin har pal sath khadi tu hi mila karti thi, Maa teri meri yadein boht achi thi Tu jo bhi kehti thi boht sachi thi, Bht si horror movies bhi dekhi tere sath maa aur tu kahani ka pehlu phele hi bta diya karti thi, Bht hase bhi sath mai roye bhi sath mai Aaj jab dekhti hu toh ansu apne aap nikal k beh jate hai, Bachpana samjho ya nadaniya samjho Par tere hi aggey hua karti thi, Tu Maa thi ya meri dost thi Qki tu bhi toh bacho jaise harketin kiya karti thi, Aaj bhi wahi tera chehra dikhta hai mujhe maa , teri wahi awaaz sunayi deti hai, Lekin bevas tu hai ya mai hu aisa mnn mera kehta hai maa, Qki maa teri meri yadein bht achi thi Sach mai Tu jo bhi kehti thi bht sachi thi. Wapas se wahi samhe jeena chahti hu tere sath maa.. Par sochti hu tu yaha ayegi ya mai waha au maa, Sach Drr lagta hai duniya se maa ab Jee paungi ya tut jaungi mai ab, Kitni bholi thi maa tu humesha se Qki jhuti ya sachi sab maan liya karti thi, Yaad hai mujhe aaj bhi jab scooty meri band hoti thi Toh kick tu hi mara karti thi, Wah kya paranthe aur rajma banati thi maa tu Jo saheliya hi sabse phele khaya karti thi, Itni sachi aur achi maa thi tu Warna mujh jaise nalayak bache ko tu hi sambhala karti thi, Maa dubara se wo maa sabd tere aggey tujhe bolna chahti hu fir se Kya tu dubara janam legi milne k liye mujhse, Ek baar toh ake gale lga le maa mujhko Fir se wahi pyara bacha bnke dikhaungi tujhko, Yaad hai maa mumma's lil girl ka tattoo maine bnwaya tha tere liye Lekin jab ghar pauchi toh dekhte hi dil baith gya tha mere liye Maa tu sda zinda rahegi dil mai mere Qki Sach keh rahi hu mera wajood hi hai tere liye, Maa bharosa kar mera bharosa nahi todungi tera Ab aa hi jana maa bacha hu tera.
0
May 14, 2020
May 14, 2020 at 12:18 PM UTC
Maa teri yadein....

54
Subhah nahi Dekhi Shaam nahi dekhi Isi haal e Shaan me dost Zindagi nahi dekhi ... Phir nazane kyu jee Raha hai Dil Anjaan raho me bhatak Raha hai phir Haal e Dil Haal e Dil ...
0
Oct 19, 2018
Oct 19, 2018 at 8:12 AM UTC
Zindagi dhoondne chala, phir ruka kyu?
Me bhi tumhari tarah 1 aam insaan hu Pareshaniya mene bhi dekhi hai, takleefe mene bhi sahi h Kuch waqt k liye khud Ko kamzor bhi paya hai Mera bhi man mushkilo ko dekhkar ghbraya hai, Par inhi sab chizo se 1 tajurba paaya hai Jisne Zindagi ko jeena ka 1 naya rang sikhaya hai Sangharsh aur musibatein to jivan ka ek hissa hai Aage bhi badna hai sangharsh bhi nahi krna hai ye to galat kissa hai Sangharsh ke bina tajurba kaha se laoge Aur tajurbe ke bina kya sikhoge aur sikhaoge Ab waqt aa gaya hai tumhe himmat dikhani hogi, Apni kathinaiyo par apni asfaltao par tumko Vijay Pani hogi Apne irado ko or majbut banana hoga Kuch karna hai kuch karna hai in jazbato ko dil me utarna hoga Ye zindagi ki ladai hai tumhe khud hi ladni hogi Apni kamiyo ko taqat banane ki kala tumhe sikhni hogi Tum chaho to duniya jeet skte ** Apne har sapne ko haqueeqat me badal skte ** !!! :)
0
Dec 27, 2017
Dec 27, 2017 at 7:26 AM UTC
Sangharsh
Mene tamam umar me dekhi aisi zindgi. Nanga badan ,bhuka insaan or maili thi chadar kahi . Maa ne aankho pe aanchal dal kar ye keh diya mujhe . Khushiya hai udaasi haai ghum bhi hai tu dekhle. Duniya me tum maa jaisa paoge na fir kahi. Nk
0
Feb 5, 2019
Feb 5, 2019 at 12:13 PM UTC
Tamaam umar
Menu ta ande hi ande ne Meri gharwali nu bi tere supne aan lag gaye Kal Kendi ik Gal Dasa, me keha daso. Kendi gussa na kreo Me kal sapne wich heena dekhi. Nd me shocked. Me ki kaha te ki nai. Usnu bada dar lagda thuhade to. Kai baar roi he oh bi thuhade krke
0
Nov 1, 2018
Nov 1, 2018 at 11:02 PM UTC
Supne
Tajassus Sai Mai Bahaar Gaya. Sardi Ka Maisam Sakht Thaa. Akela Akela Paidaal Gaya. Badan Bhi Kaap Raha Tha. Dur Ek Aag Jalnai Dekhi. Paas Usnai Boliyaa… Aag Waisai Hi Thi Bebassi Mai Ussai Chuu Liya Ruh Jaal Gayi Badan Tau Aisa Hi Jaalava Tha. Ek Cheek Nikal Gayi Wah Sai Bhaag Chala Phir Sai Ghar Mai Dakhil Hau Gaya. Par Jalnai Kai Daag Reh Gaya.
0
May 21, 2021
May 21, 2021 at 2:43 PM UTC
Daag