Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"dekh" poems
Meri zindagi gumnaam ** *** tumse bichhar kar, Mar jayenge hum ab ro ro kar, Ye dil bhi najane kyon ruk ruk ke kah raha hai, Kyon rula rahe ** tum mujhe bar bar ek naya dard bankar, Ek naya dard bankar, Tum to bhul gye wo purani batein, Reh gye mere paas teri ye dard dene wali yaadein, Kyon jhuk jati teri ye nazare mujhe dekh kar, Bhula denge tumhe hum ek anjaan bankar, ek anjaan bankar..
0
Jun 26, 2015
Jun 26, 2015 at 10:38 AM UTC
GUMNAAM ZINDAGI.......
Maa ki mamta ko dekh maut v aage se hat jati hai gar maa apmanit hoti dharti ki chaati fat jaati hai ghar ko pura jeevan dekar bechari maa kya pati hai rukha sukha kha leti hai paani *** kar soo jati hai Jo maa jaisi devi ghar ke mandir me nahi rakh sakte hai wo lakho punya bhale kar le inshan nahi ban sakte hai maa jisko v jal de-de wo paudha sandal ban jata hai maa ke charno ko chukar paani Gangajal ban jata hai Maa ke anchal ne yugo-yugo se Bhagwano ko pala hai maa ke charno me jannat hai Girijaghar aur Shivala hai Himgiri jaisi unchai hai sagar jaisi gahrai hai dunia me jitni khushboo hai maa ke anchal se aaye hai Maa kabira ki sakhi hai maa tulsi ki chaupai hai meerabai ki padawali khusru ki amar rubai hai maa angan ki tulsi jaisi pawan bargad ki chaya hai maa ved richao ki garima maa mahakavya ki maya hai Maa maansarovar mamta ka maa gomukh ki unchai hai maa parivaro ka sangam hai maa rishto ki gahrai hai maa hari dubh hai dharti ki maa keshar wali kyari hai maa ki upma kewal maa hai maa har ghar ki phulwari hai Saato sur nartan karte jab koi maa lori gaati hai maa jis roti ko chu leti hai wo prasad ban jati hai maa hasti hai to dharti ka jarra-jarra muskata hai dekho to dur kshtiz ambar dharti ko sheesh jhukata hai Mana mere ghar ki deewaro me chanda si murat hai par mere man ke mandir me bas kewal maa ki murat hai maa saraswati lakshmi durga ansuya mariyam sita hai maa pawanta me ramcharit manas me bhagwat geeta hai Amma teri har baat mujhe vardaan se badhkar lagti hai he Maa teri surat mujhko bhagwan se badhkar lagti hai saare teerath ke punya jaha mai un charno me leta hu jinke koi santan nahi mai un maawo ka beta hu Har ghar me Maa ki puja ** Aisa sankalp uthata hu Mai dunia ki har maa ke Charno me ye sheesh jhukata hu.....
0
Aug 6, 2015
Aug 6, 2015 at 3:35 AM UTC
Maa - Part 2

Continue reading...
68
Ye hawayen kis or le jayengi mujhe, Kab tak tere ishq me tadpayegi mujhe, Na koi manzil na koi thikana raha mera ab, etna dard dekar, Kab aur kis mor pe tumse milayegi mujhe, Rukh tere pyar ka begana ** gya, nahi bhul sakta tujhe main kabhi bhi, Kyoki Tujhpar mera dil bhi deewana ** gya, Teri yaadon ne mujhe etna dard diya ki, Ab mere har lavj shayarana ** gya, Nahi dekh sakta main tera ye udas chehra Kyoki tumhari khushi hi meri muskan, Lag jaye tujhe ye meri sari umar Kyoki tum hi mere sapne aur tum hi mera jahan, Kyon ruth gya ye pal mujhse, Rone laga ye dil bhi jabse pyar hua hai tumse,
0
Jun 25, 2015
Jun 25, 2015 at 2:11 AM UTC
YE HAWAYEN KIS OR LE GAYENGI MUJHE
Tujhe pane ki khushi gam me badal *** Tujhe dekh gairo ke saath Teri yaad mujhe chhod chali *** Rula ke mujhko ai bewafa Tum kaise un palo ko bhul *** Adhuri hain duniya pyar bina, Adhure hain hum tumhare bina, Bata ke roya "MANISH "bhi apne dil ka hal, Chale gye wo chhodkar ek adhura sawal, Kaise jiyenge hum tumhare bina, Tere bina ye zindagi ko kya jina, Udas hain har lamha yahi sochkar, Kyon achanak chale gye mujhse mu'h morkar, Ye dhai akshar pyar ka kitno ko rula diya, Kisi ko kavi to kisi ko shayar bna diya, Kaise sahun ye dard teri judai ka, Kaise kate ye alam meri tanhai ka, yaad aayenge hum tumhe har pal, Tere bina ai zindagi kaise kate ye pal, Ye pal
0
Jun 11, 2015
Jun 11, 2015 at 12:48 PM UTC
JUDAI KA GUM
Jab aankh khuli to amma ki godi ka ek sahara tha uska nanha sa anchal mujhko bhumandal se v pyara tha..... uske chehre ki jhalak dekh chehra phulo sa khilta tha uske stan ki ek bund se mujhko jeevan milta tha haatho se baalo ko noocha pairo se khoob prahar kia phir v us maa ne puchkara humko jee bhar ke pyar kia Mai uska raja beta tha wo ankho ka tara kahti thi mai banu budhape me uska bas ek sahara kahti thi ungli ko pakad chalaya tha padhne vidlaya bheja tha meri naadani ko v neej antar me sadasaheja tha Mere saare prashno ka wo fauran jawab ban jaati thi meri raho ke kaante chun wo khud gulaab ban jaati thi mai bada hua to college se ek rog pyar ka le aaya jis dil me maa ki murat thi wo ramkali ko de aaya shaadi ki pati se papa bana apne rishto me jhul gya ab karwa chauth maanta hu maa ki mamta ko bhul gya hum bhul gye uski maamta mere jeevan ki thati thi hum bhul gye apana jeevan wo amrit wali chaati thi Hum bhul gye wo khud bhukhi rah karke hume khilati thi humko sukha bistar dekar khud geele me soo jaati thi hum bhul gye usne hi hotho ko bhasha sikhlayi thi meri neendo ke lie raat bhar uss maa ne lori gaayi thi hum bhul gye har galti par usne danta samjhaya tha bach jau buri najar se kala teeka sada lagaya tha hum bade hue to mamta wale saare bandhan tod aaye bangle me kutte paal laye maa ko vridhaashram chod aaye apano sapno ka mahal girakar kankar -kankar been laye khudgargi me uske suhag ke aabhushan tak cheen laye Hum maa ko ghar ke batware ki abhilasha tak le aaye usko paawan mandir se gaali ki bhasha tak le aaye to be continued ........(next part may be in next week)
0
Aug 3, 2015
Aug 3, 2015 at 3:04 PM UTC
Maa

61
Akela ** gya hoon tere bin jab se tune mujhe chhod diya, Tor ke mera DIL mere pyar se jo yu mu'h mor liya, Jab jab dekhi tujhe ye meri udas aankhen, Chalak gye aansoo Jab yaad aai wo purani batein, Kaise mitaoo sanam tera ye bharam, Tujhe chahenge hum har janam, Teri khusi me maine apni khusi ko dhundh liya, Tu khush rahe sad'a eske liye maine rab se dua kiya, Ab saare dard -e- gum bhula diye hum, Tujhe chahenge hum janam -janam, Ab har o pal tere bin main dard bhari yaado ke saath ji'h raha hoon, Ekbar dekh lo mujhe ai jalim, Tu kisi ke saath muskura rahi aur main akela ro'h raha hoon, Puchh rahi ye duniya sari bewafa tum ya bewafa ** gye hum, Tujhe chahenge hum janam janam, Na mili mujhe tere sath jine ki khushi es janam to kya hua, Tut gye hain hum, dil ko mere bahut dard hua , Khush ** jayengi zindagi meri jab es duniya ko chhod chale jayenge hum o bewafa sanam, Tujhe chahenge hum har janam....
0
Jun 11, 2015
Jun 11, 2015 at 7:11 AM UTC
TUJHE CHAHENGE HUM HAR JANAM.....
Tere pyaar me roya hai maine, Teri yaadon ko sajoya hai maine, Teri khushi ke liye maine sanam, Teri rahon me phool bichhoya hai maine, Tujhe apni zindagi banaya hai maine, Apni sanson me tujhe basaya hai maine, Tere ishq me bechain dil ko badi muskil se samjhaya hai maine, dekh tujhe in aankhon se Khushi ke aansoo bhi bahaya hai maine, Teri sapno ko apne aankhon me sajaya hai maine, Tere dard ko apna dard bhi banaya hai maine, Tujhe dekhne ki hasrat leker Kitne thokar khaya hai maine, Najane kitne thokar khaya hai maine...
0
Jul 9, 2015
Jul 9, 2015 at 9:29 AM UTC
TUJHE APNI ZINDAGI BANAYA HAI MAINE...
Tanha yuhi kat jata safar agar tum sath na hote..... manzil yuhi rhe jaati agar tum sath na hote.... dekhu to duniya mai saari magar.... ye rang dekh na pau.... jee kar bhi is duniya me.... adhoora bin tere rhe jau.... ye baarish yuhi tham jaati ager tum sath na hote.... ye duniya meri tham jaati agar tum sath na hote.... me jaanu to duniya ko kaeyi naam se..... me jaanu mujhe bs tere naam se.... ye duniya na jaan paati mujhe.... jo ye lafz meri phechaan na hote.... ye naam yu he bikhar jata ager jo tum sath na hote.... hasti meri mar jaati ager tum phechaan na hote.... By : HR COLLECTION
0
Dec 18, 2015
Dec 18, 2015 at 2:47 AM UTC
Tanha safar
Tune mujhe rula diya, Waadein kar pyar ke, Ek pal me bhula diya, Yu to hum bhula dete tumhen, Lekin ye Kambakhat dil hain, Jo Tujhe yaad kar harbar Mujhe rula diya...... Dekho mujhe sanam Kitna udas hoon main, Jite hua bhi tere bina Ban gya ek zinda lash hoon main, Tor kar mere sare sapne tune, mere dil ko jakhmi bna diya, Tune mujhe rula diya..... Rota hain Manish dekh kar Apni tuti kalame, Kaise bhula di ai bewafa Wo bite lamahen, wo bite lamahen.... Gum aur Pyar ki ye kaisi Dosti, Koi kisi ko rula diya to Koi kisi ko hansa diya, Aajtak pura na ** saka kisi ka pyaar, Kyoki kisi ne pyaar ko hi adhura bna diya, tune mujhe rula diya, Tune mujhe rula diya.....
0
Jun 1, 2015
Jun 1, 2015 at 9:53 AM UTC
TUNE MUJHE RULA DIYA
Tum hi to ** Jo har roj meri sapno mein aati ** Baith us pyare chand ke paas jo Pyar ka geet sunati ** Muskurate huye dekh tum mujhe jo etna bebas  kar jati ** Jab main tumhe pane ki koshish karta hoon, Najane kyon tum mujhe chhod us ghane badalo me chhup jati ** Us ghane badalo me chhup jati ** mera dil bhi rota hai meri aankhen bhi roti hai jab tum en suni nazaron se ojhal ** jati ** ** jata *** mai ek ansuni paheli, Jab tum mujhe yu mitthe dard dekar jati ** Kash! main bhi es sitara hota, Najdik se dekhne ka bhi haq hamara hota, jab ** jati andheri raat tere saath ka wo pal bhi hamara hota, Kyon tum sirf kuchh palo ke lia hi aati ** baith us pyare chand ke paas jo pyar ka geet sunati **
0
Jun 24, 2015
Jun 24, 2015 at 1:14 AM UTC
TUM HI TO **
Palkein bhi ankhiyon se karti hain shikayat, Aayi hai kaisi kayamat, Kyu mujh par bin mausam barsaat karti ** Jaanti hu dard bhara hai seene mein par mujhko kyu bhigati ** Sikhati hai bahut hua paani barsaana, Dusro ki khushiyon mein apni manzil hai pana, Dusro ka marham bankar Hriday mein deep jalakar Khushiyon ke geet gaana hai, Apni jhopdi jali ** bhale kisi aur ki nahi ujadne dena hai, Kasam hai khayi, Haaregi jaroor burayi, Aag lagi hai dil mein Khade hue hain fir se Log kehte hai paisa hai khushiyon ki chabi Galat, bilkul galat wo sirf hai jaroori Paisa khushiyan nahi khareed sakta Dusro ko khushi dekar is masoom dil ko sukoon milta, Pochh do kisi ki bheegi palkein Milengi anekon duaein Antaraatma bhi hogi paavan Khush honge bhagwan Dua hai dil se hamari Bhale le lo hamari khushiyan saari Par is dil se kisi ka dil na tute Warna ruth jayenge khud se, Hamare ruthe chehre bhi khile gulaab ban jate hai, Jab kisi ke chehre par hamari wajah se muskan aate hai, Ab Naa koi dard, Naa kisi gum ka saya hoga, Hume khush dekh dard bhi akele me muskuraya hoga, Dusaro ki muskan lana hi hamari khwaish hai, Na kisi se koi bair, Na kisi se koi numaish hai, Jo log kisi rote hue ko insaan ko hasate hai, Wo log khuda ko bhi bahut hi bhate hai, Khuda unlogo pr kripayen aapar kar dete hain, Unki jholi sirf khushiyo se bhar dete hain, Ek sadharan insaan bhagwan budha, Mahaveer tabhi kahlata hai, Jab kisi ke berang sapno me sunhare rang bhar jata hai, Hamari apni khushi bhale hi humse ruthi hai, Ab tou dusro ki khushi hi hamari khushi hai, Hamari khushi hai..... Collaboration by Shrivastva MK and Sonia Paruthi
0
Apr 2, 2018
Apr 2, 2018 at 6:55 AM UTC
Dusro ki khushi hamari khushi

42
Toote se ek gharondey mein kuch daraar si hai jahan se ek awara dhoop ka katra ek parindey ko uske khwaabon se jagata hai thoda alsata sa wo kuch ghabrata sa wo darwaze ke paas jaake har baar palat jaata hai Use dekh ke na jaane main kyun bechain hota *** Fikr-e-akhirat mein apni shaksiyat ko khota *** Uski udaan ki mayoosi se waakif meri pehchan bhi hai thoda adhura wo khud hai thoda adhura mera aasmaan bhi hai Band hai is shahar ki hawa, Jeene ka kuch asar nahin mujhpe, Kuch duur se ati koi awaaz, kahin yun hi kho jati hai, Deewaron se takrakar,mere paas yun ati hai Kis aur jaun, har simt se nawakif main aksar kho jaata *** Andheri raaton mein akela khud ko pata *** khud ke ehd ki zanjeeron mein, darakht si meri jaan bhi hai thoda adhura main khud *** thoda adhura mera aasmaan bhi hai - طارق
0
Dec 11, 2012
Dec 11, 2012 at 6:16 AM UTC
Pehchan
Tujhe dekhe huye kitne din, ab raha nahi ja raha tere bin , kas wo pal phir wapas aa jate, tere saath tujhe dekh man hi man muskurate, tujhse batein kiye huye kitne din, ab raha nahi ja raha tere bin.. har lamha teri yaadon me khoya hoon, yaad kar tujhe akele me roya hoon, duniya suni- suni lag rahi tere bin, ab raha nahi ja raha tere bin.. teri ek jhalak ke liye beqarar hain aankhen, tere saath baith kar karni pyar ki do batein, laut ke aaja sanam beet gye judai ke din, ab raha nahi ja raha tere bin.... tujhse pyar kar maine kaun sa khata kiya, Jo tune mere sapno ko jala diya, Usi intejar me baithe hai ki milenge ek din, ab raha nahi ja raha tere bin.....
0
May 21, 2015
May 21, 2015 at 9:20 AM UTC
TUJHE DEKHE HUYE KITNE DIN
Judai ~~♥~~ Suno jaana Mujhse kai logo ne pucha hai. judai kaisi hoti hai. judai kaisi hoti hai. Me kehta hu Zara thehro batata hu. judai kaisi hoti hai. judai aisi hoti hai. bhari mehfil me bhi kahi tanhai me kho jana. Kirchi kirchi kanch ke tukdo sa bikhar jana. Or un tukdo me ek hi bas ek hi chehere ka nazar ana. Judai aisi hoti hai. Simatna chah kar bhi khud se na simat pana. Har kisi ke samne muskan chehre par le ana. Dard saare chupane ki ek nakaam si be-matlab koshish kiye jaana. khud apne aap se us lamhat me nafrat si ** jana. Judai aisi hoti hai. Mulakato ke naam pe milna u to kai logo se har chehre me usi bas Usi chehre ko dhundte jaana. Naam uska apne lab pe saja lena. Us ki kahi koi baat yaad ane par rote hue thahake mar ke hans dena. Or hans kar ke ek dam se khamosh ** jaana. Naam uska le kar gir padna. kai raato tak aansuo se takiyo ko bigo dena. Duao me usi ke liye haatho ko failana. khwabo or khayalo me usi se wasta rakhna. na mil pane ka ghum is dil ko satana. Or fir tut kar bikhar jaana. Judai aisi hoti hai.   Jhukaye gardan fir kabro me apni lout aa jaana. Jise ham ghar bhi kehte hai. Use Suna sa dekh kar kadmo ka theher jaana. fir na utha pana. Ye sab kya hai judai ki nishani hai. Na mil pana, satana, or har kadam har moud par tut'te bas tut'te jana. Judai aisi hoti hai. Jaise andheri si gufao me  talash roshni ki ** jaana. jaise kisi apne ke haatho se haatho ka bichad jana. Fir na mil pana. kisi apne ko jata dekh kar Dur se aawaze laga kar rokna. Apne haatho ko jhatak na or diwaro pe patak dena. Or bas kuch na kar pana. bhari aankho se use dur hote dekhte jana. Palkey tak na jhapkana. Fir aansuo ka jaise sailab aa jana. judai ki aag me jalna,jhulasna or zinda reh jana. judai aisi hoti hai. Judai aisi hoti hai. Nk Sairam :)
0
Jan 13, 2019
Jan 13, 2019 at 5:20 AM UTC
Judai

72
Yeh Mera Apna Tajurba Hai Tumhe Batla Raha Hoon Main Koi lab chooh Gaya tha tab Ki ab tak ga raha *** main Bichadd Kar Yaar Se Kaise Jiya Jayee Bina Tadpe Jo Main Khud Hi Nahin samjha Wohi samjha raha Hoon Main Kisi Pathar Main Moorat Hai Koi Pathar ki Moorat Hai Lo Hum Ne Dekh Li Duniya Jo Itni Khoobsurat Hai Jamaana Ab Nahi Samjhe Par Mujhe Apni Khabar Yeh Hai Tujhe Meri Zaroorat Hai Mujhe Teri Zaroorat Hai
0
Feb 5, 2015
Feb 5, 2015 at 9:59 AM UTC
Mujhe Teri Zaroorat Hai
Dil ki kalam se kuch likhte hain aahat, Bn chuke hain aap hamari aadat. Aapki pyaari si muskurahat dekh jo sukoon milta, Hamara masoom chehra bhi nanhi kali jaise khilta. Saanso mein chupi har hayat hai aapki, Jab aap hain saath sawar jayegi zindagi. Do pal bhi nahi reh sakte aapke bin, Raatein kat jaati taare gin gin. Naam aapka pehchaan hai hamari, Har dadhkan ki awaaz hai tumhari. Hothon par muskurahat hai aapke naam ki, Aapke khayalon mein uljhe raat se subah ** jaati. Qubool ** gayi dua hamari, Mil jo gayi humein chahat tumhari. Nahi hai koi Chah ab hamari, Jabse judi humse dadhkane tumhari. Jazbaaton ka sagar hai gehra, Dil mein hai humsafar ka basera. Mohabbat ka rang aisa chhadhaya hai tumne, Feeke lagne lage har rang iske saamne. Jaane kis qadar imtehaan leta hai khuda, Bs gujarish hai usse karna na kabhi juda. Jab tak dadhkane chal rahi hain unki, Zindagi ki har saanse hai sanam sir aapki. Jahan mera humsafar ** De dena jagah humko. Har kadam par saath chalna piya mere, Jeene ka shauk nahi ek pal bhi bin tere. Har pal sirf aapko yaad hain karte, Jaane kab mitange ye meelon ke faasle. Saath nibhayenge har mod par aapka, Tumhare andar paya humne khuda apna. Shiddat se itna chahte hai tumhe, Labzo mein baya nahi hum kar skte. Aisa koi labz nahi jo is sacchi mohabbat ko sanjo le, Mohabbat se kai upar hai ye mohabbat jisko koi naam na de .
0
Nov 13, 2019
Nov 13, 2019 at 8:37 AM UTC
Sacchi mohabbat
Jo wahan hai wo yahan hai Jo yahan hai wo wahan hai Par-e-dil gumshuda Na Jane kahan hai Ek chota sa to ye jahan hai Hum to isse bhi bant chale Dil to ek chota sa makam hai A us ***** ko bhi sath le chalein Jispe uska kudha mehrban hai Ye to ek aeine ki zaban hai Jane teri ankhein kahan hai apne ko hi kyu karta hai khafa Tujse zada insan to asman hai Koi lakeer zisko na bant sake Usse bant diya tune jahan hai ab to diwaron me hi tu fanaa hai agar ek dusre ke liye hi marna hai to pyar me marne me kya gunha hai ? rok na sake koi usse jisko khaboien ki panaa hai Jo pyar me bana hai lakeeron ke uss par bhi to ek sapna hai udhar bhi to koi shayad apna hai agar ek dusre ke liye hi marna hai to pyar me marne me kya gunha hai ? ye jo rasta tumne chuna hai akele pad jaoge tum beete kal ye jo hai tumhari addat ki ab to ibadat bhi gunha hai kya tumne kabhi dheere se suna hai wo ek muskaan ki shararat jiska arth bhi tumko mana hai dekh le us fakeer ki nazakat jo tere mere khoon ki milawat us lakeer ki ahat pe kurban hai agar ek dusre ke liye hi marna hai to pyar me marne me kya gunha hai ?
0
Oct 5, 2016
Oct 5, 2016 at 6:32 AM UTC
Kya gunha hai ? (Hindi)
Udd jayegi ek din chiraiya chhodhkar babul ka ghar, Basane ek naya aashiyana sabhi ke aankho ko bhar, Vidai ka hota hai ye kaisi bela, Kyu hamesha jana padta chhod us kali ko hi akela, Beegh jati hai mata-pita ki palkein vidai ke pal, Jab aata us baag me chahchahane wali chidiya ki judai ke pal, Bahut si yaadein  chhoti aankho me sajaye hue, Ro rhi hai maa pari ko gale lagaye hue, Papa ki pyari gudiya aaj sazkar sasural chali, Tham ke hath humsafar ka ek nye dwar chali, Jahan  pali badi wo pyari gudiya chali hai aaj us ghar ko chhod, Karke suna ek aangan ko pita ki aankhon ko bhar, Na jaane kyu beti ko janam se hi paraya btaya , Aakhir kisne ye  riwaz banaya , Nikalkar apne **** se ek pita apni jaan , Bahut bada dil hai ek pita ka jo kar dete hain kanyadaan , Waqt ka kaisa hai ye dastoor  Na jaane kyu ek beti ko jaana hota hai dur , Chali hai aaj papa ki gudiya , Chhodhkar apne aangan ki nindiya,  Yaadon ki jhadi dil mein basakar chali hai maa ki jaan , Chhod ke sabkuch apna Banane ek nayi pehchaan, Babul ki laadli kab ** gayi badi, Aayi hai dil ko chhune wali ghadi, Jis  ghar me pali,us ghar ko alwida kaise kahegi, Maa baba behan bhai bin wo gudiya kaise rahegi, Vidhata ne ye kaisa niyam hai banaya, Chhod ghar babul ka,ek naye ghar ko basaya, Dekh tyad ek bitiya ki us khuda ki bhi *** aankhen bhar, Udd jayegi ek din chirraiya chhodkar babul ka ghar, Babul ka ghar......... Composed by Sonia Paruthi & Shrivastva MK
0
Mar 22, 2018
Mar 22, 2018 at 2:23 PM UTC
UDD JAYEGI EK DIN CHIRAIYA CHHODKAR BABUL KA GHAR
Mera pyaar bhi such me kamaal ka h Pure din baat ** ya na ** Lekin gn gm msg na aane par dard hota hai. Mera pyaar bhi such me kamaal ka h Bas subah ek ankh khol k wish krna aur tere kehne p uth jati hu Mera pyaar bhi such me kamaal ka h Missing you , Love you kehne se me apne dil k shabd naap leti hu Pyaar jahir krti ni par fir bhi pyaar krti hu Mera pyaar bhi such me kamaal ka h Nahi babu thoda late ** gya Sun ke man me gussa lekin chehre pe sirf muskurahat hoti hai Mera pyaar bhi such me kamaal ka h Man daba Kar bhi tujhe sula deti hu tujhe dard me kehrata dekh ni dekh pati hu Vo sukoon ki neend tujhe ae uski dua krti hu Mera pyaar bhi such me kamaal ka h Gussa tera seh kr bhi tujhe manane m lagi rehti hu aur khud gussa hone p shant bethi rehti hu Jhagda hone p khtm hone aur tere mesg ane ka wait krti hu Mera pyaar bhi such me kamaal ka h Tera paas hone ka sukoon rehta h aur vo shikayato ki lambi chaudi list bhi tujhe dekhte he bhul jati hu Mera pyaar bhi such me kamaal ka h Pas na hone p bhi pas rehti hu aur har cheez ka hisab rkhti hu Baat na maanane p datati bhi hu Mera pyaar bhi such me kamaal ka h Teri wo smile dekhne k lie na jane kya kya krti hu Aur agr kahi ruk jae to hath pakad leti hu Dua me tera dard mang leti hu teri salamati k lie hazaro darbar jaati hu -KUMARI SHIVANGI
0
Dec 5, 2020
Dec 5, 2020 at 5:40 AM UTC
Mera pyaar bhi kamaal ka hai
Tujhe dekh najane kyon dhadkta hain ye dil, Tujhse milne ke liye najane kyon tadpta hain ye dil, Aaj mausam bhi udas hain tere bina, Teri hi yaadon me najane kyon khoya rahta hain ye dil, Tujhe dekh najane kyon dhadkta hain ye dil... Mere dil me gairo ke liye koi jagah nahi, Tujhse pyar karne ka koi dusra wajah nahi, Aksar tut jata hain ye dil kisi ke pyar me, Bah jati hain aansoo kisi ke intezar me, Soch biti baton ko najane kyon rone lagta hain ye dil, Tujhe dekh najane kyon dhadkta hain ye dil... Tere pyar me judai hum sah nahi sakte, Ekpal bhi ab tere bina hum rah nahi sakte, Teri judai se najane kyon darta hain ye dil, Tujhe dekh najane kyon dhadkta hain ye dil,. Tujhe dekh najane kyon dhadkta hain ye dil....
0
May 21, 2015
May 21, 2015 at 4:08 AM UTC
YE DIL
Kabhe pucha hay apnay app say kay tumnay kitnay waday torhay hein? kabhe pucha hay apnay app say kay kitnay logouin ka dill tora hay? kabhe pucha hay apnay app say kay tumnay apne eik nazar say kis kis ko apne he nazrouin mein gerayya hay? - nae pucha nah? kese din pucho gay nah tou mrnay ka dill chahy ga, zindage kay naam say chirnay lago gay. Kabhe pucha hay kay tum Zindage kay naam per eik beyqaar zindage jee rahay hou? aur phir kehthy hou ''yaar kya krien zindage he esse hay''. Kabhe Zindagi ke kitaab ko khol kr tou dekho kya kya rakha hay uiss mein. Zindage bahot he haseen hay sirf hum masroof hein apne duniya mein wou duniya jis mein kuch nahe sawaye humaray. Ajj loug dusrouin ke mintein krtay hein kay ''ruk jau'' ''na jau'' jb kay mery khayaal mein ye loug bhul chukay hein kay '' jis ko jana hay uis ko jana hay chahy tum apne jaan kyun na deh dou''. Ajj tou logouin ke zindage andhere hojaate heh jab koe uinka ''dost'' ya ''yaar'' chor jaye aur wo uis khuda ko bhool jaatay hein jis nay uis ko usse ''dost'' ya ''yaar'' say milaya tha. Hum loug tou apnay Khuda ko bhe bhul chukay hein. Wo Khuda jis kay pass humnay waapis jana hay wo Khuda jis kay bagheir humare koe ukaat nae. Barhay Unchay gharouin mein reh reh kr apnay app ko Khudha samjhna shuru krdeya hay humnay. Ess zamaanay mein koe kese ka Dost nae hota barha Dost Dost krtay hou na jab doob rahay hou gay kudhe dekhna kay sab DOST tamasha dekh rahay hogein aur tum zindage ke tarf aanay ke bher-poor koshishein kr rahay hou gay, tab apnay app say puchna kay ye wo DOST thay jin kay leye tum apnay maa-baap say laray? uin kay samnay uncha bolay? sharmindage hoi? Ajj hum itnay ''self-obssessd'' hein kay dusrouin ko dekh kay lagta hay chunte jitni ukaat hay uiss ke. Hum apne he Duniya mein bahot dur nikal aayein hein, asal duniya say bekhabar, asal dostouin say hum la-taluq ** chukay hein. Hum ajj apnay app mein he kho chukay hein. Apnay rab ko humnay kho deya. Rab ko kho deya matlab Sub kuch kho deya ! tou abb hamaray pass koe raasta hay? -Haan wou rab 5 martaba bulaata hay tumhein apne taraf, jau uiss ke taraf aur apne ASAL ZINDAGE ke taraf waapse aou.
0
Sep 16, 2016
Sep 16, 2016 at 10:00 AM UTC
16-9-16

28
Kahan kho gya hoon, Main tera ** gya hoon, Dekhlo sanam ekbar mujhe, Main kya se kya ** gya hoon, Main kya se kya ** gya hoon... Kyon lut liye mere khawabo ko, Kyon tor diye mere sare sapne bhi, Tut gye sare rishte tujhse, Kyon tor diya dil mera bhi.... Ab to tujhse juda hone ke Dard me Hansna bhi bhul gya hoon, Dekh lo sanam mujhe, Main kya se kya ** gya hoon, Main kya se kya ** gya hoon....... Tapak pari aansoo mere aankhon se, Jab jab teri yaad aai.... Ruk jati kalam meri Jab likhne ko tera nam aai.... Kahta hai Manish bhi Apne DIL se, Bhul jao use kyoki, Main ab Patthar ka ** gya hoon, Dekhlo sanam mujhe tere pyar me Main kya se kya ** gya hoon, Main kya se kya ** gya hoon....
0
May 26, 2015
May 26, 2015 at 3:52 AM UTC
MAIN KYA SE KYA ** GYA HOON
Duniya ko janam dene wali maa Teri mamta kaha kho *** insan insan ko mar raha Aadmi ki niyat haiwan si ** *** Roh pare wo bhi Jisne banaya ye jahan, Dekh es duniya ki surat usne bhi kaha, Badal raha insan, Ab badal raha insan...... Tumhare sikhaye hua raste se bhatak raha insan, Lut ke ejjat ek aurat ki Mita di mamta ki pahchan, Kar ke dhuli aanchal teri Badal raha insan, Ab badal raha insan....... Kash! na hoti duniya Na rahta insan, Bata ke roya "Manish" bhi Kalyugi insan ki pahchan, Badal raha insan, Ab badal raha insan.....
0
Jun 7, 2015
Jun 7, 2015 at 6:02 AM UTC
BADAL RAHA INSAN......?
Tha mai neend me or mujhe itna Sajaya jaa rhaa tha bade pyar se mujhe Nahlaya jaa raha tha, Naa jane tha wo kaun saa ajab khel mere ghar me Baccho ki tarah mujhe kandhe par Uthaya jaa raha tha, Tha paas mera har apana uss waqt fir v mai har kisi ke man se Bhulaya jaa raha tha, Jo kabhi dekhte v naa the Mohabbat ki nigahoo se unke dil se v pyar mujh par Lutaya jaa raha tha, Maalum nahi kyu hairaan tha har koi Mujhe sote hue dekh kar jor jor se rokar Mujhe jagaya jaa raha tha, Kaap uthi meri ruh wo manjar dekhkar jaha mujhe Humesha ke lie Sulaya jaa raha tha, Mohabbat ki intaha thi jin dilo me mere lie Unhi dilo ke haatho se aaj mai Jalaya jaa rha tha!!!!!
0
Sep 16, 2015
Sep 16, 2015 at 2:27 PM UTC
THA MAI NEEND ME