Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"chehra" poems
Nikle to hum bhi the ghar se yahi soch kar ki shayad is bar manzil tak pahuch jayenge, kyunki daudna to unhone hume bachpan mein hi sikha diya tha yeh kehkar, ki agar nahin bhagoge to woh tumhe peeche chod jayenge. Daudne ki kuch aisi adat se ** gayi hai ki pair ab rukne ka nam hi nahin lete, lekin hume kya pata tha ki itna age nikal ane se, apne hi paraye, aur woh sabhi raste anjane se ** jayenge. Sabse door rehte hue bhi, in anjanon ki bheed mein woh ek chehra apna sa lagta tha, lekin woh bhi hamesha kisi aur chehre ki talash mein rehta tha. Sahi raste ko dhoondhne nikle to the, magar yeh nahin pata tha ki itni jaldi thak jayenge. Kabhi kabhi to lagta hai ki ab ruk jana chahiye, thoda aram kar lena chahiye, lekin woh bhi namumkin lagta hai kyunki, ab to sapne bhi ajeeb se ate hain. Chalte chalte, wade to kafi kiye the is safar mein, kuch unse, kuch apne ap se, lekin yeh andaza bhi nahin tha ki un sabhi umeedon par pani ferte hue chale jayenge. Yeh mehsoos bhi nahin hua ki apne hi apnon ke pankh kat chuke the, talash thi to bas us kandhe ki jo is ladkhadate hue ko sahara de sake. Fir bhi, dheere dheere is katon ki chadar par age badna hai, dil yahi kehta rehta hai, kyunki jhoothi hansi ki kuch aisi adat si ** gayi hai, ki ab chahte hue bhi dard ka ehsas nahin hota hai.
0
Mar 24, 2011
Mar 24, 2011 at 6:01 AM UTC
Daud
Mujhe tumse pyar hai, Ye dil tere liye hi beqarar hai, Jab nind se band ** jati meri aankhen, Es khubsurat sapno me bas tera hi intezar hai, Tujhe dekhlu ek bar yahi chahat hai meri, Tujhse pyar karun ji'h bhar ke yahi khawaish hai meri, Mang lu tujhe main rab se Kyoki tum to zindagi ** meri, Kitna hasin banaya tujhe us rab ne, ** gya *** deewana tera dekha tujhe maine jab se, Chand sa pyara chehra tera, Pariyon si teri muskan, na jana mujhe chhodkar, o hamsafar ban ke meri jaan, Es suni si duniya ko meri hasin bna do, Ban ke meri zindagi mujhe apna bna lo, Kah do ekbar mujhe ki "main tumse pyar karti *** Har waqt teri yaadon me kho kar "main tera hi intezar karti *** Luta denge apni sari khusi tujhpar, Main pyar karta *** tujhse yakin kar mujhpar, Yakin kar mujhpar.....
0
Jun 15, 2015
Jun 15, 2015 at 11:55 AM UTC
CHAHAT TUJHE PANE KI....
Ye hawayen kis or le jayengi mujhe, Kab tak tere ishq me tadpayegi mujhe, Na koi manzil na koi thikana raha mera ab, etna dard dekar, Kab aur kis mor pe tumse milayegi mujhe, Rukh tere pyar ka begana ** gya, nahi bhul sakta tujhe main kabhi bhi, Kyoki Tujhpar mera dil bhi deewana ** gya, Teri yaadon ne mujhe etna dard diya ki, Ab mere har lavj shayarana ** gya, Nahi dekh sakta main tera ye udas chehra Kyoki tumhari khushi hi meri muskan, Lag jaye tujhe ye meri sari umar Kyoki tum hi mere sapne aur tum hi mera jahan, Kyon ruth gya ye pal mujhse, Rone laga ye dil bhi jabse pyar hua hai tumse,
0
Jun 25, 2015
Jun 25, 2015 at 2:11 AM UTC
YE HAWAYEN KIS OR LE GAYENGI MUJHE
Jab aankh khuli to amma ki godi ka ek sahara tha uska nanha sa anchal mujhko bhumandal se v pyara tha..... uske chehre ki jhalak dekh chehra phulo sa khilta tha uske stan ki ek bund se mujhko jeevan milta tha haatho se baalo ko noocha pairo se khoob prahar kia phir v us maa ne puchkara humko jee bhar ke pyar kia Mai uska raja beta tha wo ankho ka tara kahti thi mai banu budhape me uska bas ek sahara kahti thi ungli ko pakad chalaya tha padhne vidlaya bheja tha meri naadani ko v neej antar me sadasaheja tha Mere saare prashno ka wo fauran jawab ban jaati thi meri raho ke kaante chun wo khud gulaab ban jaati thi mai bada hua to college se ek rog pyar ka le aaya jis dil me maa ki murat thi wo ramkali ko de aaya shaadi ki pati se papa bana apne rishto me jhul gya ab karwa chauth maanta hu maa ki mamta ko bhul gya hum bhul gye uski maamta mere jeevan ki thati thi hum bhul gye apana jeevan wo amrit wali chaati thi Hum bhul gye wo khud bhukhi rah karke hume khilati thi humko sukha bistar dekar khud geele me soo jaati thi hum bhul gye usne hi hotho ko bhasha sikhlayi thi meri neendo ke lie raat bhar uss maa ne lori gaayi thi hum bhul gye har galti par usne danta samjhaya tha bach jau buri najar se kala teeka sada lagaya tha hum bade hue to mamta wale saare bandhan tod aaye bangle me kutte paal laye maa ko vridhaashram chod aaye apano sapno ka mahal girakar kankar -kankar been laye khudgargi me uske suhag ke aabhushan tak cheen laye Hum maa ko ghar ke batware ki abhilasha tak le aaye usko paawan mandir se gaali ki bhasha tak le aaye to be continued ........(next part may be in next week)
0
Aug 3, 2015
Aug 3, 2015 at 3:04 PM UTC
Maa

Continue reading...
61
Yaad aata mujhe tera ye Khubsurat chehra, Kab tak rahogi yu dur mujhse, Laga ke mere Dil pe apne pyaar ka pahera, Baitha hoon esi intezar me, Dekhlu tujhe ji'h bhar ke main, Kho jau es kadar tere pyaar me, Tera **** hain khusboo, Teri mohabbat hain lahera, Yaad aata mujhe Tera ye khubsurat chehra, Ye khubsurat chehra....... Kaun sulajhaye es paheli ko, Jab roti hain aankhen, Tab dard hota hain es dil ko, Mere dil-o-dimag pe ab teri yaadon ka pahera, Yaad aata mujhe tera ye khubsurat chehra, Ye khubsurat chehra.........
0
Jun 8, 2015
Jun 8, 2015 at 12:10 PM UTC
........TERA YE KHUBSURAT CHEHRA
KYON ** gya mujhe ek ajanabi se pyar, Na jante hua bhi KYON hain ye dil usi ke liye beqarar, Karke bechain mujhe KYON hain mujhe har waqt usi ka intezar, Main nahi janta ki kaun hain wo, jo mujhe apne pyaar ka mujarim bna liya, Banake DEEWANA mujhe, mere kore sa dil pe apna naam likh diya, KYON aata hain mere sapno me uska dhundhlata chehra, Lagne laga ab har khawab sach mujhe, Kaha chale gye wo laga ke mere dil pe apne yaadon ka pahera, Har waqt muskura'h raha hoon jabse mujhe pyar hua hain, Kho gya hoon main usi ke yaadon me jabse use dil diya hain, KYON wo mere **** ka jaan ban *** hain, Karke pareshan mujhe meri jahan ban *** hain, KYON ye palakein nahi jhapakti jab use dekhti hain , Uske bina ye puri duniya suni lagti hain, KYON mangne lagta hoon use apne rab se, Dekha hain use aur pyar hua hain jab se.....
0
Jun 12, 2015
Jun 12, 2015 at 9:49 AM UTC
KYON.......?
Wo Zindagi kis Kam ki Jisme tumhara sath na ** Wo hoth kis Kam ki Jisme Tumhari muskan na ** Taare bhi tut Kar gir jate ek din Jab Chand ka sath na ** Wo aankhey kis Kam ki Jisme tumhara chehra na ** Wo dil kis Kam ki Jisme tumhara pyaar na ** tut Kar bikhar jate akshar wo Pyaar jisme viswas na ** Zindagi ek paheli Hai Kab Kaise aur kiska Kab tak sath ** Kab kadi dhup ** ya Kab Jhamajham barsat ** Muskura ke ye Zindagi bhi unke naam kardu Jab mere hath me unka hath **
0
Feb 18, 2017
Feb 18, 2017 at 6:37 AM UTC
YE ZINDAGI KIS KAM KI.....
Aapka saath humein har janam mein mile, Dua hai hamari aapke jivan mein phul khile. Sabse khushnaseeb hai hum mere humsafar, Jo aapka saath hai hamare saath har dagar. Meri rooh ka rishta hai gehra us rooh se, Chehra basa hai sirf aapka dil ki tasveer mein. Sagar ki gehrayi bhi kam hai is mohabbat ke saamne, Beinteha mohabbat hai tumse kehti hai dadhkane. Ruke na zindagi me hamare pyaar ki hawa, Hum tumhare hain tum hamare oo humnawa. Sukoon milta hai sun khud ka naam aapke saath, Jaise koi subah judi ** shaam ke saath. Meri haathon ki lakeere, mehandi sirf aap ** Har pal aapka hi rehta hai khayal humko. Qubool ** gayi har dua tumhari, Jab se mili hain saanse hamari. Dil ki gehrayi se chand ki roshni se, Kehna chahte hain hum kuch aapse. Phulo ke kagaz par likhte hain kuch labz, Beinteha mohabbat hai har lamha har nabz. Jaati nahi aankhon se surat aapki, Aapki zindagi mein rang bharne ki kasam khayi. Mil gaye humein hamare bholenaath, Jab se mila is khaas dost ka saath . Aapko dekhte hi ** jaata hai dil bekaraar, Aapko mile khushiyan beshumaar. Jab saath hai aapka dil mein dadhkan ki jagah, Fir zindagi ko saanso ki jaroorat kahan. Rabb se yhi ibadat mein karte hain fariyaad, Ye jodi yu hi banaye rakhna kr tumhe yaad. Kabhi ruth na jaana humse piya, Saath rehne ka vaada hai kiya . Jabse mehsoos kiya is dil ne aapko, Milne gayi zameen par jannat humko. Pyaar saccha ** tou waqt bhi Ruk hai jaata, Is pavitra rishtey ke liye aasman bhi jukh jaata. Aapse shuru hote hain hum aapke saath hi khatam, Saath rahenge aapke har janam mere sanam.
0
Nov 13, 2019
Nov 13, 2019 at 8:52 AM UTC
Humsafar ka saath

38
Har haal mein hum khush reh le, Gujarish hai bs mera humsafar har janam mile. Tabeez bnkar har buri nazar se mai unhe bacha lu, Apni har saans mai har janam unke sang likh du. Ye saanse agar tham bhi jayein, Aye mere sanam aap humesha mere sang rahein. Ye uljhi hui haathon ki lakeer, Aapke aane se sajti hai taqdeer. Mere rom rom bs ek hi hai naam, Aye khuda padh le mere naam se aaya paigaam. Daaman failaye fariyaad hai tujhse, Humesha jode rakhna mujhe unse. Wo mile sab kuch paa liya maine, Aur kuch na ab mujhe chahiye. Ankhiyon ko sukoon milta, Jab chehra unka dikh jaata. Is rani ki jaan tou hai wo raja, Unhi ki badault meri maang mein sindoor saja. Har koi chahta hai us aasmaan ke chaand ko, Mera chaand tou mere paas humesha ** Sajda karu mai unki is rooh ko, Suche moti se bhi saacha hai unka dil wo. Poori kayenaat samet ke meri jholi mein daal di, Is dil ki saanse tou us dil se humesha humesha ke liye judi. Wo saath hain tou mera khuda hai mere pass, Behad pyaara hai unka aur mera dil ka har ehsaas. Jab raakh ** jayegi ye kaaya meri, Mujhe har pal sukoon pahuchayegi awaaz wo teri. Saanse rahe na rahe mere saathiya, Humesha mere sang rehna mere mahiya. Jab umar ki ye naiya bhawar badal legi, Chehre ki chamak apne rang badal degi. Fir bhi aap humesha mere sang rehna, Mujhe aapse bs yahi hai kehna. Bikhre bikhre se they hum pehle, Aapke aane se is zindagi mein phul khile. Mere pass shabd hi nahi hain ki kaise us uparwale ka , Mai shukriya ada karu? Aap mile sab kuch mil gaya. Jab ye waqt khafa hone lagega mujhse, Ye duniya bhi saath chhor degi aas rhegi tujhse. Har kadam par saath rehna mere sanam, Tere siwa koi nahi hai mera humdum. Ye qismat humari bhut khel hai khelti, Dil ki dadhkane har pal aapko talaashti. Chahe kaisa bhi ** manjar, Zameenein hongi banjar. Tab bhi mere sang rehna. Bs yhi hai aapse kehna. Aapke ye ardhangini humesha hai aapke saath, Haathon mein liye hardum aapka haath. Chahe waqt badle ya taqdeer khel khele, Har pal aapki biwi milegi aapko lagaye seene se . Kuch nahi chahiye humein, Neele gagan ke neeche kahin bhi aapke sang rehle. Bs aap saath rehna, Itna hi mujhe kehna.
0
Nov 13, 2019
Nov 13, 2019 at 8:47 AM UTC
Humesha mere sang rehna bs yahi hai kehna

56
Dil ki kalam se kuch likhte hain aahat, Bn chuke hain aap hamari aadat. Aapki pyaari si muskurahat dekh jo sukoon milta, Hamara masoom chehra bhi nanhi kali jaise khilta. Saanso mein chupi har hayat hai aapki, Jab aap hain saath sawar jayegi zindagi. Do pal bhi nahi reh sakte aapke bin, Raatein kat jaati taare gin gin. Naam aapka pehchaan hai hamari, Har dadhkan ki awaaz hai tumhari. Hothon par muskurahat hai aapke naam ki, Aapke khayalon mein uljhe raat se subah ** jaati. Qubool ** gayi dua hamari, Mil jo gayi humein chahat tumhari. Nahi hai koi Chah ab hamari, Jabse judi humse dadhkane tumhari. Jazbaaton ka sagar hai gehra, Dil mein hai humsafar ka basera. Mohabbat ka rang aisa chhadhaya hai tumne, Feeke lagne lage har rang iske saamne. Jaane kis qadar imtehaan leta hai khuda, Bs gujarish hai usse karna na kabhi juda. Jab tak dadhkane chal rahi hain unki, Zindagi ki har saanse hai sanam sir aapki. Jahan mera humsafar ** De dena jagah humko. Har kadam par saath chalna piya mere, Jeene ka shauk nahi ek pal bhi bin tere. Har pal sirf aapko yaad hain karte, Jaane kab mitange ye meelon ke faasle. Saath nibhayenge har mod par aapka, Tumhare andar paya humne khuda apna. Shiddat se itna chahte hai tumhe, Labzo mein baya nahi hum kar skte. Aisa koi labz nahi jo is sacchi mohabbat ko sanjo le, Mohabbat se kai upar hai ye mohabbat jisko koi naam na de .
0
Nov 13, 2019
Nov 13, 2019 at 8:37 AM UTC
Sacchi mohabbat
wo din bhi kya the jab neend hume sulati thi sapno ki ek duniya hume kahin dur le jati thi wahin pe ab dafan hai beete dino ki pehchan mere har kal mai aur meri har saans beete dino ki wo duniya guzre zamane ke wo pal kahin gum hain wo garmiyan ab to bus suna hai ye kal gumshuda hain wo chehre jinhone hume jeena sikhaya rakh ** chale wo chehre jinhe mitna ras aya me bhi ek chehra *** anginat ankhon me se ek is samandar me mera bhi wo haq hai chahe lakhon me ek par wo bolten hain me to *** hi ek ***** ki ek tuta dil fir nahi dhadakta hai wo puchten nahi in bhari mehfil is tute dil me- akhir kya rakha hai
0
Jun 19, 2015
Jun 19, 2015 at 7:15 AM UTC
Dil-e-kurbaan
Aapke saath bitiya har pal hai khubsurat, Aapka masoom sa chehra hai khuda ki murat. Bahut yaad aa rhi hai aapki, Talaash rahi aapko nazre meri. Wo aapka muskurana jab kehte hum awaaz aa rahi, Har lamha itna khubsurat hai in palkon mein yaadein sanjo rakhi. Aapse shuru hota hai hamara har ek kadam, Beintehaa mohaabat hai aapse saath rahenge har janam. Bs ek dua hai us uparwale se, Aap humesha salamat rahe. Mohabbat hi nahi zindagi bhi ** meri, Ye dadhakne aapko pukar rahi. Khuda se maangi huyi ** mannat, Aapke saath har pal hai jannat. Meri duniya ** aap, Har takleef lete ** bhaap. Bin kahe sab samjh jaate, In aankhon ko kaise padh lete? Dil se jude jazbaat hain gehre, Aapke aane se khil uthte chehre. Meri taqdeer, meri jaan ** aap, Ek geet ka khubsurat alaap. Wohi pyar ka mandir ** aap, mera jaha, Jise humne dil se humesha chaha. Mahadev jaisa ** humsafar, Chale jo saath har dagar. Humesha se chaha tha humne, Us talaash ko poora kar diya aapne. Paavan pavitra rooh se jude hain is qadar hum, Jaise saanso se dadhakta hai dil har dum. Is dadhakte dil ki awaaz ** tum, Aapse poore hote hain hum. Pyaasi nigahon ka ** Qaraar, Saji mehfilon ki bahaar. Milne ki fariyaad mein dil ka intezaar, Meri zindagi ka pehla aur aakhiri pyaar. Shiddat se chahta hai ye dil aapko, Saare jaha ki khushiyan aapke kadmo mein ** Mehfooz rakhna mere humsafar ko mere khuda, Is sacchi mohabbat ka karu sir jhuka kar mai har pal sajda. Pavitra rishta hai hamara, Is dil se juda hai dil tumhara.
0
Nov 13, 2019
Nov 13, 2019 at 8:46 AM UTC
Meri Zindagi

42
Maa teri meri yadein boht achi thi Tu jo bhi kehti thi boht sachi thi, Yaad hai mujhe aaj bhi wo pal maa Bimaar mai hoti thi taklif tujhe hua karti thi, Tu kabhi na bhuli mere khane ka samey maa... Qki maa tu hi toh khane ki plate mere aggey piche ghumaya karti thi, Wo teri aloo, pyaz wali khaniya maa Jisko sunn k sach mai maan liya karti thi, Kya khub sundarta thi tere bhole se chehre pay maa... Jo meri saheliya bhi gunn tera hi gaya karti thi, Maa ...qki teri meri yadein boht achi thi Tu jo bhi kehti thi boht sachi thi, Jab pehli baar un chote se hathon se chai bnayi thi maine Yaad hai , tu sab rishtedaro mai yahi gaya karti thi, Har baat k liye zidd bht ki Maine tujhse Par aakhir mai meri khushi k liye haa tu hi bharrti thi, Bht ladai ki sabne mere liye tujhse maa Lekin har pal sath khadi tu hi mila karti thi, Maa teri meri yadein boht achi thi Tu jo bhi kehti thi boht sachi thi, Bht si horror movies bhi dekhi tere sath maa aur tu kahani ka pehlu phele hi bta diya karti thi, Bht hase bhi sath mai roye bhi sath mai Aaj jab dekhti hu toh ansu apne aap nikal k beh jate hai, Bachpana samjho ya nadaniya samjho Par tere hi aggey hua karti thi, Tu Maa thi ya meri dost thi Qki tu bhi toh bacho jaise harketin kiya karti thi, Aaj bhi wahi tera chehra dikhta hai mujhe maa , teri wahi awaaz sunayi deti hai, Lekin bevas tu hai ya mai hu aisa mnn mera kehta hai maa, Qki maa teri meri yadein bht achi thi Sach mai Tu jo bhi kehti thi bht sachi thi. Wapas se wahi samhe jeena chahti hu tere sath maa.. Par sochti hu tu yaha ayegi ya mai waha au maa, Sach Drr lagta hai duniya se maa ab Jee paungi ya tut jaungi mai ab, Kitni bholi thi maa tu humesha se Qki jhuti ya sachi sab maan liya karti thi, Yaad hai mujhe aaj bhi jab scooty meri band hoti thi Toh kick tu hi mara karti thi, Wah kya paranthe aur rajma banati thi maa tu Jo saheliya hi sabse phele khaya karti thi, Itni sachi aur achi maa thi tu Warna mujh jaise nalayak bache ko tu hi sambhala karti thi, Maa dubara se wo maa sabd tere aggey tujhe bolna chahti hu fir se Kya tu dubara janam legi milne k liye mujhse, Ek baar toh ake gale lga le maa mujhko Fir se wahi pyara bacha bnke dikhaungi tujhko, Yaad hai maa mumma's lil girl ka tattoo maine bnwaya tha tere liye Lekin jab ghar pauchi toh dekhte hi dil baith gya tha mere liye Maa tu sda zinda rahegi dil mai mere Qki Sach keh rahi hu mera wajood hi hai tere liye, Maa bharosa kar mera bharosa nahi todungi tera Ab aa hi jana maa bacha hu tera.
0
May 14, 2020
May 14, 2020 at 12:18 PM UTC
Maa teri yadein....

54
bojh palkon k niche chupaun kitna, tumhe bhulaun kitna tumse door jaun kitna, tum aa gayi ** to mai samhal jaunga, na chodkar jao mai ab na rah paunga, tumhe mai aur chahunga tumhe mai aur chahunga... tum hi har taraf ** mere, nahi dikhta koi chehra, tum choti c gudiya meri, mai tumme simat jaunga, tumhe pyar karunga tumhe mai aur chahunga, na door tum jao na chodkar jao, ab door tumse mai ek pal bhi rah na paunga, tumhe mai aur chahunga tumhe mai aur chahunga..... tumhi to khwab ** mere, tumhi jine ki hasrat ** tumh mai kho nahi sakta, door mai rah nahi sakta, tumhe kaise bhukaunga, bina tumhare ji na paunga, tumhe mai aur chahunga, tumhe mai aur chahunga... meri tum aarjoo ** meri har tamnna ** chohton me tum meri ** bandagi bhi tum meri ** mera ehsas tum hi ** mere jine ki khwahish ** tumhe mai aur chahunga tumhe mai aur chahunga... tumhi meri ibadat ** tumhi meri rahgujar ** meri tum rahnuma bhi ** mere dil ki kavayad ** mujhme tum aise bas jao, kabhi na tumko bhulaunga, mai tumko aur chahunga mai tumko aur chahunga.... har ehsaas dhadkan ka, har ehsaas tadpan ka, machalta meri dil bhi hai, tadpta mera dil bhi hai, kaise mai paas aa jaun, kaise mai bahin me bhar loo, kaise mai yaad na aaun , kaise mai door jaunga , na tere bin rh paunga, tumhe mai aur chahunga tumhe mai aur chahunga.... i love u sh.....  plzz nvr leave me.
0
May 12, 2019
May 12, 2019 at 8:06 AM UTC
Bojh palkon ka
Aa ab laut chalein apne ghar Aa ab laut chalein apne ghar Bht lamba hogaya yeh safar Jaha teri shetaniyon ka manzar tha Jaha pyar ka samndar tha Jaha thak kar sona ata tha Jaha har kona muskurata tha Jaha beeta har din yadgaar tha Jaha ka har pal suhana khwab tha Aa laut chalein apne ghar ab bht taay kar liya yeh safar jaha khul kar tu bhi hansti thi jaha muskura mein bhi leta tha jaha teri badmashiyo mein bacha me bhi bann leta tha jaha naachti tu thi aur jhumta me tha jaha bachon si ladhai aur dil ka mehal tha jaha na kabhi dur hone ka dar na adhuri koi aas thi jaha sath beshumar tha aur poori har saans thi jaha rote rote hans dete the hum na koi fikar ki bat thi jaha ghanton batein karte the hum ghadi ki sui na humare sath thi Aa laut chalein apne ghar Bht lamba hogaya yeh safar Jaha tera kam se ana tha Phr mujhko gale lagana tha Jaha teri bematlab ki baton me Mera kahn gum hojana tha jaha har sapna jee rahe the hum jaha nahi thi kisi ki koi sharam jaha dikhawa koso tak na tha har jagah tha bass pagal pan Aa laut chalein apne ghar Bht lamba hogaya yeh safar jaha jhagde bhi suljhe se the jaha ansun bhi uljhe se the jaha hothon pe muskan bhi thi jaha ankhein kuch naadan bhi thi jaha nanhe kadmon ki awaz bhi thi jaha lori ki chankar bhi thi jaha ghungru si tumari payal bhi thi jaha kangan ki awaz bhi thi jaha hansta hua tera chehra bhi tha jaha ghurti meri ankhein bhi thi jaha band woh darwaze bhi the jaha do **** ek jaan bhi the Aa laut chalein na apne ghar waqai bht lamba ** gaya yeh safar.... waqai bht lamba hogaya yeh safar..!!! ..
0
Oct 29, 2020
Oct 29, 2020 at 10:05 AM UTC
Aa ab Laut chalein apne ghar...!!

52
Junoon Kanha Ab pehle ki tarah Abhi na hosh raha Aur wajah bhi jeene ki jaise Dheere dheere khatam Hoti ja Rahi hai Bewajah ya phir wajah Daru Pita hu nukkad nukkad me Aur dhoondta hu ek theekana Janha Noor Bhari pyaar hi pyaar ** . .. Aur na Milne par Phir se Sharaab e gulab Me Nazar Aur... Sharaab Ko hi Humsafar ki tarah ghulta doobta ...ek yaad me Chun Liya ** jaise... Har waqt Har lamha Khyaal e khwaab me Aur chamakta Sitara Ko tootte hue dekha Toh phir ek mehfil Aur khyaal wohi puraane din ke Aur aaj bhi yaad karu Toh Lage naye jaise taaza gulaab e nasha ... Aur Ishq Bhari woh aankhein Kudrat ka karishma ** jaise .. Aankh khuli Par Raha toh mein bas ek sharaabi Yaadein aur woh neele neele amber Aur oska Chand ki taraf  dekhna . Aur mein niharta ose Chandni raaton me Chand se bhi jaida khubsurat Ose dekhta mein Haqeeqat me ... ... ... Aur phir ek kaanch ki bottle tooti mere haathon me Khyaal aaya Ki Ab mein osse bahot dur ** Chuka hu ...bahot dur... Aur Ishq jaise... Najane aankhon me kaed Aaskhq e beedi Khud Ko jalata aur . . . Kitni bhi koshish Karu Par oska chehra Nazar aa hi jata .. ... . .
0
Mar 17, 2018
Mar 17, 2018 at 6:14 PM UTC
Deewangi e rang e sharaab ...pita hu mein, Haan mein sharaab!!!
Teri zulfon k chav mei chamakta yeh chand sa chehra, Aab isse jyada mai tujse aur kuch na keh raha. Sunane ko bahut kuch hai Par sun ne ko koi nahi. Mana galti thi meri Kya mai Maafi k layak hu nahi?
0
Apr 18, 2017
Apr 18, 2017 at 3:42 PM UTC
Kya mai maafi k layak nahi?
Phir teri mohabbat yaad aayi Phir mera bilagna yaad aaya… Phir teri naseehat yaad aayi Tera raub wa jalwa yaad aaya… Tune jitni jheli takleefein Us dard ka ehsaas yaad aaya… Tune zindagi bhar jo bhi kiya Tera jud o karam sab yaad aaya. .... Teri kaawishein teri koshishein Tera jaan lagana yaad aaya. ... Teri neikiyan tere khair amal.. Tera pyaar lutana yaad aaya... Teri hayaat se seekhe hain jo jo... Har ek sabaq woh yaad aaya. ... Tera muskata har dam chehra... Woh roshan nazara yaad aaya. .... Ba vaqaar jo jhele gham tune... Tera sabr se sehna yaad aaya…. Teri zinda dili teri saada dili... Deen' mein thos aqeedah yaad aaya. .... Beta, bhai, shohar, walid ** ya dost Har ek farz nibhana yaad aaya. .... “Ain" tum bhi amanat daari karo... Usne hi seekhaya......yaad aaya..??? Phir mera tadapna yaad aaya... Lamha rukhsat ka jo yaad aaya… Ae Firoz tu aisi misaal bana..... Jaane kitnon ko tu yaad aaya. ....
0
Sep 9, 2020
Sep 9, 2020 at 6:47 AM UTC
Yaad aaya...
Tu ** Jungali Tum ** Janwar Tere dil mein hali kala raang Tere dimakh mein sirf jung hi jung Mera nam, mera chehra, meri avaz, Sab ik khwab sumjo Mar gayi mein teri liye Aur tum mere ghuzre hua kal ka bhooth s.q.
0
Oct 14, 2014
Oct 14, 2014 at 5:16 PM UTC
Bhooth
Bari muddaton kay baad tera chehra dekhna naseeb hua Meray rooh ko jaisay nayi zindagi milgayi Teri muskarahat ko dekha Teri dil ki aahat ko suna Toh aisa laga kay baray dino baad meray aankhon aur kaano ka sahi maino may istimaal hua hai (Urdu and Hindi) English Translation After a long time i got to see your face My soul it seems has got a new lease of life now When i saw your smile When i heard the sound of your heart It seemed that after many days i used my eyes and ears in the proper and true sense
0
May 30, 2016
May 30, 2016 at 11:21 PM UTC
Untitled 295
Meri pyari daadi maa, tumsa na h koi yaha. tum ** mera saara jahan, nahi kr skti tmhe shabdon m bayan. tum ** meri aan, tum ** mera amaan. tum ** mera gumaan, tumse ek baar fir milna, hai mera armaan. roz sapno mai dekhti hu tmhe, roz sapna toot jaata hai. Kab aaogi saamne mere, yahi soch soch ke ek aur din guzar jaata h. wahi chand sa chehra, wahi phool se muskan, rakhungi sada tumhe dil mai, banake apni shaan.
0
Jul 28, 2018
Jul 28, 2018 at 12:16 AM UTC
Dadi maa
Tuhade layi je ladna paya mainu taqdeera naal, Haske mai lad laungi tuhadi khushiyan waal. Tuhade waal je aaya koi dukhe ve, Saamne mai khadungi mahiye. Chhetti chhetti aaja jaane meriye, Bade cher tou tuhadi yaad aundiye. Ik pal vi tuhade baajo reha nai jiunda, Sab tou khushnaseeb haa mai tussi jo mile tohfa rabb da. Mai tuhadi si, tuhadi haa, tuhadi hi rahangi, Tuhade saaha naal hi sadde saah chalde jaani. Saddi har khushi tuhade naal ve, Tussi meri zindagi ** jaan aye meriye. Sadde ehsaasa ch vi rooh jiundi, Bin chue vi mehsoos kr lendi. Es pagli nu mera paglu hi samjh sakda, Tuhade bajo ek pal vi dil nahi lagda. Raatan nu neend ni aundi, Tuhade khayalan ch mai khoyi rendi. Tussi aisi nigaahan mainu takeya, Mere dil,rooh jaan ch bs ohi chehra vaseya. Sawere uthde vi sab tou pehla tuhada naam mai lendi, Tuhanu hi har janam mai os rabb kolu mangdi. Lawan baahan ch samet kaayenaat assi, Jado lawo sanu aapde seene naal tussi. Tuahde naal jahan sadda, Sab tou anmol tukda ** sadde dil da. Chand naal chandani je, Taareyan naal raat ve. Tuhade naal saddi har zindagi ve, Sacchiyan mohabbbatan tuhade naal la baithe. Jithe jithe tussi hove, Tuhade picche picche sanu hi pave. Tuhade naam assi kr ditta har janam, Har dadhkan ch tuhadi chahat haigi sanam. Saada har mukaam tuhadiyan hi raahan ch, Jeena marna sab tuhadiyan baahan vich. Bhaagan wali haa mai jo mileya saanu eho jeya mahiya, Mainu mera sohneya saddi jaan tou vi piyareya. Gale ch mangalsutra, Baneya raksha sutra. Tuhada naam jado sadde naam nu poora kareya, Tuhade kol mera dil ve sadde pyaar di nishaniya. Chhetti chhetti aaja mahiya le ja aapdi jaan nu aapda bna ke, Hatthan ch mehndi, baahan ch chudiyan, matthe tey sindoor aapde naam da bhar ke.
0
Nov 13, 2019
Nov 13, 2019 at 2:19 AM UTC
Jaan

44
Aaj pyari si ek pari Mere ghar aayi ... Aaj nanni si ek kali Mere ghar aayi... Uski khushboo se mehka hai... Yeh ghar humara Beshumaar khushiyan Mere ghar aayi... Uski ankhon se roshan Hai har ek kona Lauhe mishkaat banke jo Mere ghar aayi... Humne jiske liye ki Badi mannatein thi Woh ek dua e maghbool Mere ghar aayi... Uska chehra bhula de Saare ghamon ko Yeh ek aisi basharat Mere ghar aayi... Uski pyari tabassum Zakhmon ka malham Ek nayi zindagi Mere ghar aayi... Usko dekhun to aankhon ko Thandak aa jaye Hai jo Allah ki "Neama"… Mere ghar aayi... Jaise dasht o sehra mein Rahat de waha Waisa taskeen e qalb woh Mere ghar aayi.... Tere daaman mein aalam ki Saari ** khushiyan Mere dil ki tammanna Mere ghar aayi.... ** yeh tera muqaddar Suraj sa roshan Banke chanda si murat tu Mere ghar aayi... Ae khuda tera sajda e Shukr bajaon Teri rehmat se beti Mere ghar aayi... Jaise Allah ne jholi "Ain" Teri hai bhar di Sab ko hasil ** daulat jo Mere ghar aayi....
0
Sep 9, 2020
Sep 9, 2020 at 6:46 AM UTC
Mere ghar aayi....
Ae zindagi kya hassin naam tera Hazaaron Mein Hai chehra tera Aj beparda hai husno jamal tera Sabhi ko hoti hai chinta teri Kya ** agar na ** chinta teri Chalo jite hai tuje aaj mein Chohd chinta kal ki teri Sochta *** kya hai zindagi Fir dehk kar paani Ganga ka Sabhi jawab milgae Jese Ganga aati hai or Samundar mai miljaati hai Fir se baarish ke roop Mein wo Himalaya me chali jaati hai Ae zindagi tubhi waise lagti mujhe Haasti hai rulati hai or kabhi udas Kar jati hai tu Fir es aatma ko us ek se ja milati hai Ae zindagi maaza tera maut Mein Bhi aata hai Ae zindagi kya hassin naam tera Hazaaron Mein Hai chehra tera Hazaaron Mein Hai chehra tera By Abutorab dyer
0
Aug 2, 2020
Aug 2, 2020 at 1:47 AM UTC
Hazaaron Mein Hai chehra tera
Chehra tou har koi padh hai sakta, Aankho mein nami dekh udaas hai kehta. Koi khaas hi hota jo muskaan ke peeche dard padh leta, Kitna pareshaan hai sab bta deta. Rooh se rooh ka rishta jab jud jaata, Masoomiyat ki khubsurati haii sabse pyari ada. Izaat shohrat rutba sab ammeri taaqat, Kisi ke chehre par muskaan lana sabse bdi daulat. Mere yaar sa khubsurat tou chand bhi nahi, Chand ne chandani ki kasam kha ye baat kahi. Unka dil itna khubsurat hai jiski koi nahi misaal, Unke baare mein kya kahe wo tou hai hi bemisaal. Surat se acchi seerat honi chahiye, Unke lafz ki mithaas hanji kahiye. Log kehte hain zameen par kisi ko khuda nahi milta, Shayad unhe aap jaisa kabhi koi nahi mila. Diye tou aandhiyon mein bhi jal jaate, Phul tou kaaton mein bhi khila karte. Khushnaseeb hote hain wo log jinhki zindagi, Mein aap jaise dost hote bn jaati dosti bandagi.
0
Nov 13, 2019
Nov 13, 2019 at 8:31 AM UTC
Rishtey ki khubsurti