Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
"bhar" poems
Mujhe tumse pyar hai, Ye dil tere liye hi beqarar hai, Jab nind se band ** jati meri aankhen, Es khubsurat sapno me bas tera hi intezar hai, Tujhe dekhlu ek bar yahi chahat hai meri, Tujhse pyar karun ji'h bhar ke yahi khawaish hai meri, Mang lu tujhe main rab se Kyoki tum to zindagi ** meri, Kitna hasin banaya tujhe us rab ne, ** gya *** deewana tera dekha tujhe maine jab se, Chand sa pyara chehra tera, Pariyon si teri muskan, na jana mujhe chhodkar, o hamsafar ban ke meri jaan, Es suni si duniya ko meri hasin bna do, Ban ke meri zindagi mujhe apna bna lo, Kah do ekbar mujhe ki "main tumse pyar karti *** Har waqt teri yaadon me kho kar "main tera hi intezar karti *** Luta denge apni sari khusi tujhpar, Main pyar karta *** tujhse yakin kar mujhpar, Yakin kar mujhpar.....
0
Jun 15, 2015
Jun 15, 2015 at 11:55 AM UTC
CHAHAT TUJHE PANE KI....
Meri zindagi aaj udas hai, Ye Khushi ke pal bhi mujhse nirash hai, Tut jate hain wo har sapne, Jab tutata kisi ka vishwas hai, Jab tutata kisi ka vishwas hai.... wo khile Phul aaj murjha gye hain tujhe yaad kar, Kyon ojhal ** gye ** tum in aankhon me aansoo bhar, Sisak-sisak ke puchh raha hai ye dil mera, Kyon juda ** gye wo meri hansi bankar, Meri hansi bankar... Us andheri raat ko bhi teri raushani ka intejar hai, Tujhe dekhne ke liye mera dil bhi beqarar hai, Na chhup jana un ghane badalon me, Ye sochkar ki meri muskurahat kisi ke liye khash hai, Kisi ke liye khash hai... Ban jaoo teri aansoo teri aankhon me hi mera wash ** Khushi ** ya ** gam, Har waqt har pal tujhe mera saath ** Es pal ko bhi us pal ki lagi aas hai, Meri zindagi aaj udas hai, meri zindagi aaj udas hai..
0
Oct 29, 2015
Oct 29, 2015 at 3:15 AM UTC
MERI ZINDAGI AAJ UDAS HAI..
Meri aankho ka tara hi , mujhe aankhe dikhata hai Jise har ek khushi de di , wo har gam se milata hai Jubaa se kuch kahu , kaise kahu , kisse kahu maa hu Sikhaya bolna jisko , wo chup rahna sikhata hai || Sula kar soti thi jisko Wo ab shab bhar jagata hai Sunai loria jisko , wo ab taane sunata hai || Sikhane me usse kya kuch kami meri rahi sochu Jise ginti sikhayi galtiya meri ginata hai || Tu gahri chao hai gar zindgi ek dhoop hai Amma Dhara pr kab kaha tujh sa koi swaroop hai Amma Agar ishwar kahi par hai usse dekha kaha kisne Dhaa par tu hi ishwar ka koi roop  hai Amma || Naa ucchai sacchi hai naa ye aadhar saccha hai Maa koi cheej sacchi hai naa ye sansaar saccha hai Magar dharti se ambar tak yugo se log kahte hai Agar saccha hai kuch jag me to Maa ka pyar saccha hai || Jara saa der hone par sabhi se puchti Amma Palak jhapke bina darwaja ghar ka taakti Amma Har ek aahat par uska chouk padna fir duaa dena Mere ghar laut aane tak barabar jaagati Amma || **|| Puchta hai Koi Dunia me Mohabbat hai kaha Muskura deta hu mai or yaad aa jati hai Maa ||** Sulane ke lie mujhko to khud jaagi rahi amma Sirrhane der tak aksar meri baithi rahi amma Mere sapno me pariya phul titli bhi tabhi tak the Mujhe aanchal me apne le ke jab leti rahi amma || Badi choti rakam se ghar chalana jaanti thi maa Kami thi par badi khusiya lutana jaanti thi maa Mai khushhaali me bhi rishto me bas duri bana paya Garibi me bhi har rishta nibhana jaanti thi maa Laga bachpan me yu andhera hi mukaddar hai Magar maa hausala dekar yu boli tumko kya dar hai Koi aage niklne ke lie rashta nahi dega Mere baccho badho aage tumhare saath hai amma Kisi ke jakhm ye dunia to ab silti nahi amma Kali dil me ab to preet ki khilti nahi amma Mai apanapan hi akshar dhundta rahta hu rishto me Teri nischal si mamta to kahi milti nahi amma Gamo ki bheed me jisne hume hasna sikhaya tha Wo jiske dam se tufanoo ne apna sar jhukaya tha Kisi v julm ke aage kabhi jhukna nahi bete Sitam ki ummr choti hai mujhe maa ne sikhaya tha || ||
0
Feb 17, 2017
Feb 17, 2017 at 12:39 AM UTC
Humari Soch Aur MAA

Continue reading...
43
Jo puraani yaadon mein zindagi dhundha kartey hai unhe sirf do pal ki muskurahat naseeb hoti hai aur phir umar bhar ki tanhai ek aisi tanhai jaha hum bhari mehfil mein bhi akele ** jaate hai aur adhura pan bhi hamein pura lagne lagta hai ek aisi manhoosiyat dil pe cha jaati hai Jo chahe bhi mit nhi paati aur vo yaadein bhulaaye bhi bhula nhi paate reh reh k **** mein gade kaante ki tarah dard diye jaata hai aur hum hans hans kar ise taal diya karte hai kyun ki shaayad mukaddar ko yahi manzur tha kya shikva hum kisi aur se kare jab manzil hi humse Ruth gayi Jo naayab tohfa khuda se mili haatho se yun choot gayi vo toot k bikhri aur kinare par jaa Giri aur kashti humari doob gayi
0
Jun 18, 2015
Jun 18, 2015 at 5:21 PM UTC
Nostalgia (Hindi)
Jab aankh khuli to amma ki godi ka ek sahara tha uska nanha sa anchal mujhko bhumandal se v pyara tha..... uske chehre ki jhalak dekh chehra phulo sa khilta tha uske stan ki ek bund se mujhko jeevan milta tha haatho se baalo ko noocha pairo se khoob prahar kia phir v us maa ne puchkara humko jee bhar ke pyar kia Mai uska raja beta tha wo ankho ka tara kahti thi mai banu budhape me uska bas ek sahara kahti thi ungli ko pakad chalaya tha padhne vidlaya bheja tha meri naadani ko v neej antar me sadasaheja tha Mere saare prashno ka wo fauran jawab ban jaati thi meri raho ke kaante chun wo khud gulaab ban jaati thi mai bada hua to college se ek rog pyar ka le aaya jis dil me maa ki murat thi wo ramkali ko de aaya shaadi ki pati se papa bana apne rishto me jhul gya ab karwa chauth maanta hu maa ki mamta ko bhul gya hum bhul gye uski maamta mere jeevan ki thati thi hum bhul gye apana jeevan wo amrit wali chaati thi Hum bhul gye wo khud bhukhi rah karke hume khilati thi humko sukha bistar dekar khud geele me soo jaati thi hum bhul gye usne hi hotho ko bhasha sikhlayi thi meri neendo ke lie raat bhar uss maa ne lori gaayi thi hum bhul gye har galti par usne danta samjhaya tha bach jau buri najar se kala teeka sada lagaya tha hum bade hue to mamta wale saare bandhan tod aaye bangle me kutte paal laye maa ko vridhaashram chod aaye apano sapno ka mahal girakar kankar -kankar been laye khudgargi me uske suhag ke aabhushan tak cheen laye Hum maa ko ghar ke batware ki abhilasha tak le aaye usko paawan mandir se gaali ki bhasha tak le aaye to be continued ........(next part may be in next week)
0
Aug 3, 2015
Aug 3, 2015 at 3:04 PM UTC
Maa

61
Kagaz ki kashtiyon mein kai bar safar kar liya, ab ek lambi udan bhar lene do. Aj in bandhe hue pankhon ko khuli hava mein sans le lene do, kyunki ab girne ka khauff nahin raha. Daudne mein ab koi maza nahin hai, kyunki yahan to hava jaise tham si gayi ** Ab rukne ka bilkul man nahin raha, aj to toofanon mein sair karne lene do. Dayron mein rehte hue adhi zindagi guzar gayi, aj to un hadon ko par kar lene do. Dar dar ke kab tak khamosh rahoge dost, zameen par jeet jane mein kuch nahin rakha , aj to uchaiyon par jashn mana lene do. Unke chale hue raston ko kai bar nap liya, aj mujhe bhi apni pehchan bana lene do. Kismat ka rona to sabhi rote hain, aj mujhe bhi apne naseeb ka kora kagaz rang lene do. Kabhi kabhi to man karta hai ki un azad parindon ki tarah hava mein bas tairta hi reh jaoon. Asan to kuch nahin par sochta *** ki aj namumkin ko hi apna dost bana loon. Kitabon ke panne kafi palat liye, aj mujhe bhi do shabd likh lene do. Hans lene do jinhe hansna hai mere in mazboot iradon par. Kya samjhenege who is khuli udan ki masti ko, jinhe kabhi bharosa nahin hua khud par, aur hamesha rakha tha apne armanon ko pinjre mein kaid kar. Khule asman mein aj ek bar ud lene do, kya pata kal wahan bhi zaroorat se jyada bheed ** Kai dinon ke bad aj ek bar fir azad hone ka man kiya hai Tod do in bediyon ko, kyunki aj ek lambi udaan bharne ka iraada hai
0
Mar 23, 2011
Mar 23, 2011 at 9:20 AM UTC
Udaan
Yaad aata mujhe tera ye Khubsurat chehra, Kab tak rahogi yu dur mujhse, Laga ke mere Dil pe apne pyaar ka pahera, Baitha hoon esi intezar me, Dekhlu tujhe ji'h bhar ke main, Kho jau es kadar tere pyaar me, Tera **** hain khusboo, Teri mohabbat hain lahera, Yaad aata mujhe Tera ye khubsurat chehra, Ye khubsurat chehra....... Kaun sulajhaye es paheli ko, Jab roti hain aankhen, Tab dard hota hain es dil ko, Mere dil-o-dimag pe ab teri yaadon ka pahera, Yaad aata mujhe tera ye khubsurat chehra, Ye khubsurat chehra.........
0
Jun 8, 2015
Jun 8, 2015 at 12:10 PM UTC
........TERA YE KHUBSURAT CHEHRA
Kanyadaan hua jab pura, Aaya samay vidayi ka Hashi khushi sab kaam hua tha, Saari rashmm adaai ka Beti ke uss kaatar swar ne , Baabul ko jhakjhor dia Puch rahi thi papa tumne, Kya sach-much me chodd dia Apne aangan ki phulwari, Mujhko sada kaha tumne Mere rone ko pal bhar bhi, Bilkul nahi saha tumne Kya iss aangan ke kone me, Mera kuch asthan nahi Ab mere rone ka papa, Tumko bilkul dhyan nahi Dekho antim baar dehri, Log mujhhe pujwaate hai Aakar ke papa inko kyu, Aap nahi dhamkate hai Nahi rokte chacha taau, Bhaiya se v aas nahi Aisi bhi kya nishthurta hai, Koi aata paas nahi Beti ki baato ko sun ke, Pita nahi rah saka khada Umadd pade ankho se aanshu, Badahawas sa daud pada Kaatar bichia si wah beti, Lipat pita se rotii thi Jaise yaado ke akshar wah, Ashru bindu se dhoti thi Maa ko laga god se koi, Maano sab kuch cheen chala Phool sabhi ghar ki phoolwari se koi jyo been chala Chota bhai bhi kone me, Baitha biatha subak raha Usko kaun karega chup ab, Wah kone me dubak raha Beti ke jaane par ghar ne, Jaane kya kya khoya hai Kabhi naa rone wala baap bhi, Phoot-Phoot kar roya hai ............
0
Sep 24, 2015
Sep 24, 2015 at 8:07 AM UTC
KANYADAAN HUA JAB PURA
Jab  jab  teri  yaad  aai  mujhe mere  dil  ko  bechain  kar  diya, Lut  ke  us  hasin  pal  ko mere  khushi  ko  gam  me  badal  diya, Ye  pal   najane  kyon  khafa  hai    mujhse Bna  ke  tumhe  zindagi  meri mujhe  tumse  dur  kar  diya, mujhe  tumse  dur  kar  diya, Tere  bagair  jine  se  achha  hai  ye  maut  sukun  ka, Kash!  laut  aati  wo  khushi  ke  do  palmit  jatein  dard  teri  judai  ka, Bhar  ke  aansoo  mere  aankhon  me Kya  khub  tune  mohabbat  ka  sila   diya, Kar  ke  waadein  sath  nibhane  ka mujhe  jo  yu  anjaan  rahon  me  akela  chhod  diya, akela  chhod  diya.....
0
Jun 18, 2015
Jun 18, 2015 at 12:48 PM UTC
JAB JAB TERI YAAD AAI
Najane kyon tadapati hain ye yaadein, Kabhi rulati Kabhi Khush kar jati ye yaadein, Mere jine ka jariya hain bus yahi, Kabhi dard bankar jakhm deti hain, To kabhi  dard ka maraham ban jati Ye yaadein, ye yaadein...... Silsile ye mohabbat ka Jari rahengi zindagi bhar, Karke pyaar tumse sanam   bhatak raha hoon dar dar, Kahan gye wo din, Kahan gye wo waadein, Ab mere paas rah gayi hain bus teri ye yaadein, ye yaadein...... Bahla raha hoon apne dil ko Un yaado ke sahare, Chale gye ** tum lekar Wo Khubsurat bahare, Pahli nazar me deewana banakar Bechain kar jati ye yaadein, mere dil-o-dimag par bus Teri ye yaadein, ye yaadein....
0
Jun 4, 2015
Jun 4, 2015 at 10:05 AM UTC
YE YAADEIN
Palkein bhi ankhiyon se karti hain shikayat, Aayi hai kaisi kayamat, Kyu mujh par bin mausam barsaat karti ** Jaanti hu dard bhara hai seene mein par mujhko kyu bhigati ** Sikhati hai bahut hua paani barsaana, Dusro ki khushiyon mein apni manzil hai pana, Dusro ka marham bankar Hriday mein deep jalakar Khushiyon ke geet gaana hai, Apni jhopdi jali ** bhale kisi aur ki nahi ujadne dena hai, Kasam hai khayi, Haaregi jaroor burayi, Aag lagi hai dil mein Khade hue hain fir se Log kehte hai paisa hai khushiyon ki chabi Galat, bilkul galat wo sirf hai jaroori Paisa khushiyan nahi khareed sakta Dusro ko khushi dekar is masoom dil ko sukoon milta, Pochh do kisi ki bheegi palkein Milengi anekon duaein Antaraatma bhi hogi paavan Khush honge bhagwan Dua hai dil se hamari Bhale le lo hamari khushiyan saari Par is dil se kisi ka dil na tute Warna ruth jayenge khud se, Hamare ruthe chehre bhi khile gulaab ban jate hai, Jab kisi ke chehre par hamari wajah se muskan aate hai, Ab Naa koi dard, Naa kisi gum ka saya hoga, Hume khush dekh dard bhi akele me muskuraya hoga, Dusaro ki muskan lana hi hamari khwaish hai, Na kisi se koi bair, Na kisi se koi numaish hai, Jo log kisi rote hue ko insaan ko hasate hai, Wo log khuda ko bhi bahut hi bhate hai, Khuda unlogo pr kripayen aapar kar dete hain, Unki jholi sirf khushiyo se bhar dete hain, Ek sadharan insaan bhagwan budha, Mahaveer tabhi kahlata hai, Jab kisi ke berang sapno me sunhare rang bhar jata hai, Hamari apni khushi bhale hi humse ruthi hai, Ab tou dusro ki khushi hi hamari khushi hai, Hamari khushi hai..... Collaboration by Shrivastva MK and Sonia Paruthi
0
Apr 2, 2018
Apr 2, 2018 at 6:55 AM UTC
Dusro ki khushi hamari khushi

42
Ek muskaan sa ek saath sa Bhai hai wo is naadan ka Har pal har ek pal jisne haathon ko thame rakha Durr hokar bhi jisne zindagi bhar ka saath rakha Naa chahte hue bhi jisne Humari har ek jarurat ka khayal rakha.. Wahi toh h ek muskan sa ek armaan sa Pyaara bhai h wo is nadaan ka Baaton ki gudgudi se hasana Ruthne par haskar manana Pal pal ki khushi se Naa jaane kitne ka din banana Haa muskan sa, nahe khawaab sa Bhai h wo is naadan ka Is naadan ne bhi socha na tha ki aisa bhi hota hai Koi itna durr hokar bhi itni saralta se apnata hai Chand baaton se Kisi anjaan ko apna bananta hai Ek muskan sa, hamesha rahe muskan sa pyaara pyaara bhai h wo is naadan ka.....
0
Aug 30, 2018
Aug 30, 2018 at 2:28 AM UTC
Ek muskan sa, ek saath sa( happy birthday bhai)...
Chand ko dekhkar yaad tumhari aati hai, Chand ki chandni b sath rahkar door hojati hai, Chand ne auron ko to khush rakhti hai chandni apne ujale se, Par chand se poocho jara k vo usk paas kab aati hai ?, Raat bhar jagkar jo duniya ko roshan karta hai, Andar hi andar vo bhi judai ki aag me jalta hai, ** kar rahe ae mere khushiyon k maalik tum bhi kuch aisa, Mai dhoondhta rahta hu tumko paas apne, Aur tum kahiin door nikal jate ** Fir bhi na jane kyun chand ko dekhkar tum yaad aate ** Kyun khataye meri tumhe har baar dikh jati hai, Kabhi paas aakar to dekho mai kitna gunahgaar hu, Tum to ruswa ** jate ** bewajah mujhse, Aur na ki hui khata ki saja mujhe de jate ** Fir bhi na jane kyun chand ko dekhkar tum yaad aate ** Choot jate hai jo judai ki maar se mai vo dil ka saudagar nahi, Tum to bas kuch pal bitakar sath me fir se meri duniya ko banjar bana jate ** Kabhi tum bhi mujhe aaajma kar dekho kareeb se, Kyun door rahkar mujhe doori ka ehsaas kara jate ** ** tum hi sirf meri jindagi me jise chaha dil ki har khwahish se, Aur tum ** k gairon ko mera batakar rooth jate ** Fir bhi na jane kyun chand ko dekhkar tum yaad aate ** Mai nai hu vo jise duniya dil parast kahti hai, Mai to deewana hu tumhari har baat ka, Fir bhi na jane ku roothkar tapadne k liye chod jate ** Ban jaun ttera har pal ka sathi, Kyun aisi koi saja nahi, Jindagi bhar rone k liye, Har baar kyun tanha kar k chale jate ** Fir bhi na jane kyun chand ko dekhkar tum yaad aate ** Kyun bhool jate ** k mai bhi hu tumhari raah me, Khada hi aankhen band kark tumhe paane ki chah me, Akhir aisa bhi kya k mere rone se bhi tum rooth jate ** Mujhe apna banakar pal bhar me paraya ban jate ** Fir bhi na jaane ku chaand ko dekhkar yum yaad aate ** i love you alot. N you are my only wish, need n reason. Trust me i love you n only you. Please my sweet heart marry me. I cant live widout you n our baby.
0
May 11, 2019
May 11, 2019 at 8:04 AM UTC
Chand ko dekhkar tum yaad aate **

37
Bewafa ** *** tum Tor denge sare rishtey tumse, Bhul jayenge tumhe Nikal denge apne dil se, Kyon kiya mohabbat jab sath nibhana na tha, tor ke ye dil mera mujhe jab rulana hi tha, Ab meri zindagi dard se bhar *** hain, Judai ka nam sunkar Meri aakhen nam ** *** hain, Ishq na karunga main ab kisi se, Chhut gya sath tumhara tut gya hoon jab se, Kaise kaise ye rishtey Tut ke ye rula deti kisi ko, Suru ** jata jina Jab bante hain kisi ke saath Naye rishtey, Ye naye rishtey......
0
Jun 2, 2015
Jun 2, 2015 at 6:31 AM UTC
RISHTEY
KOI AUR HAI Tere  khaboon mai koi aur hai,aur tere sayee mai  koi aur hai Kaisay tu dekhay hasrat mere,tu haqeeqat mai koi aur hai Yeh dil kab tak arizoo karta rahai ,ab koi sabab-e-furkat ** Kaisay tu pehchaanay mere ulfat,tu zahir mai koi ,aur batin mai koi aur hai Itrey sabnum ki tarah jalah hai mera daman bhi Mai manzil ki jistu ju kya karoon, ab rasta bhi nazar nhi yadoon kay samandhar mai dhoob chukka ab toh Mai haar chukka hoon zindagi  aur ab toh moat bhi ati nhi Bhulavou yeh gum kaisay ,dil ko kya dawaa doon bhar janay ki Mai kyun nhi rub a ru khudsay  ,mai kon hoon  ya mujmai he koi aur hai Faryaad bhi kya ** , naa ashinaa hai yahaan sabhi Kis  mode pay kya  hogaye koi khabar nhi hummay Mai toota huva taraa hoon mujmai ab wo  timtimhath kahaan Lagta Aasmaan bhaag rahaa hai aur zameen fisal rahe ** jaisay muntazir-e-humraah ** kya,jo rahai thi wo rahai he badhal gaye Mud kay ab dekhoon  kya, akela rahai safar tha ya koi aur be hai Mubarak ** tummay ab yeh jahaan dard baraa Na mud kay kabhi dekhay **** issay dhoobara Ab aur palkoon pay ashikay baar saha nhi jata Laboon  pay ab aur bahaana bardast nhi hota Waqt guzra hai, kyun naa mera bhi saleeka badhal gaye Rumi Ab aur ranjishay nhi,bhula do ghar koi ghilla aur bhi hai                                  written by: Aabid Rumi                              suggested by:Tanzeelah Illahi
0
Apr 16, 2017
Apr 16, 2017 at 6:16 AM UTC
koi aur hai
Udd jayegi ek din chiraiya chhodhkar babul ka ghar, Basane ek naya aashiyana sabhi ke aankho ko bhar, Vidai ka hota hai ye kaisi bela, Kyu hamesha jana padta chhod us kali ko hi akela, Beegh jati hai mata-pita ki palkein vidai ke pal, Jab aata us baag me chahchahane wali chidiya ki judai ke pal, Bahut si yaadein  chhoti aankho me sajaye hue, Ro rhi hai maa pari ko gale lagaye hue, Papa ki pyari gudiya aaj sazkar sasural chali, Tham ke hath humsafar ka ek nye dwar chali, Jahan  pali badi wo pyari gudiya chali hai aaj us ghar ko chhod, Karke suna ek aangan ko pita ki aankhon ko bhar, Na jaane kyu beti ko janam se hi paraya btaya , Aakhir kisne ye  riwaz banaya , Nikalkar apne **** se ek pita apni jaan , Bahut bada dil hai ek pita ka jo kar dete hain kanyadaan , Waqt ka kaisa hai ye dastoor  Na jaane kyu ek beti ko jaana hota hai dur , Chali hai aaj papa ki gudiya , Chhodhkar apne aangan ki nindiya,  Yaadon ki jhadi dil mein basakar chali hai maa ki jaan , Chhod ke sabkuch apna Banane ek nayi pehchaan, Babul ki laadli kab ** gayi badi, Aayi hai dil ko chhune wali ghadi, Jis  ghar me pali,us ghar ko alwida kaise kahegi, Maa baba behan bhai bin wo gudiya kaise rahegi, Vidhata ne ye kaisa niyam hai banaya, Chhod ghar babul ka,ek naye ghar ko basaya, Dekh tyad ek bitiya ki us khuda ki bhi *** aankhen bhar, Udd jayegi ek din chirraiya chhodkar babul ka ghar, Babul ka ghar......... Composed by Sonia Paruthi & Shrivastva MK
0
Mar 22, 2018
Mar 22, 2018 at 2:23 PM UTC
UDD JAYEGI EK DIN CHIRAIYA CHHODKAR BABUL KA GHAR
Barsat ki Ek raat dil ne dimag se pucha, jo Badal raha wo 'waqt' hai? waqt to Aaj bhi waisa he hai bachpan me jaisa hota tha wohi savera wahi sham Or baki cheeje tamam Par tab naa bhigne se lagta tha darr or naa sardi jukam, or wo pani ki shrarate tamam Jinki Yaad bhar se aa jati hai hothon pe muskan par ab aisa kya hua jivan ki iss Dagar me kahan bhatak gaya in jhuthe rit riwazo me Kaise jivan ke Arth badalte gaye Kyo ek funny poem likhne wale Emotional likhne pe majboor ** gaye Hawa k jharoko se kashti hilti gayi waqt k sath mein tau badlta gaya aur yeh zindagi chalti rahi pal pal nayi hasratein har pal naye khwab bunti gayi aur yeh zindagi chalti gayi raah mein manzar tau bahut aaye bulate rahe mujhe mere saaye mein tau ek pal ko ruk sa gaya par yeh zindagi chalti gayi yaadon k saaye mein zinda *** abhi lagta hai tham sa gay *** mein kahin par zindagi bewafa sanam si nikli mein tau ruka reh gaya aur yeh chalti gayi jindagi har pal apne arth badalti rahi ham hanste rahe chahhe rote rahe par woh apni rafataar se bas behati rahi kabhi ban ke sawal ,kabhi ban ke utar woh  hame har mod per milti rahi ham tutate rahe, bikharate rahe  fir khud hi gir ke sambhalte rahe aur jindagi yun hi jalti bhujhati rahi gum mile kuch is tarah ki gum hi gum na lage khushiyuon  ki baat bhi hame gum ban ke milti rahi kya kare kisi se shikva, kya kare kisi se shikayat apne hi jab todate rahe...... toh saans meri har pal ghutati rahi bas jindagi yuh hi chalti rahi har pal apne arth badalati rahi
0
Jun 6, 2018
Jun 6, 2018 at 1:35 PM UTC
Badalti zindagi

39
jindagi na jane kis mod pe khadi hai, na rasta dikh raha hai, na manjil hi dikh rahi hai, dikhta nahi najara , na hi koi aas dikh rahi hai, hai jindagi tumhari, ise apna tum bana lo, jindagi na jane kis mod pe khadi hai...... na tum dikh rahi ** na tumhara aksh dikh raha hai, besudh hua ja raha hu, yaad aa rahi hai, chirag dil ka jala bhi loo to, ankhen hai nam itni, k roshni bhi bujh rahi hai, jindagi na jane kis mod pe khadi hai..... na sath chootta hai, na sabra tootata hai, na aate ** tum kareeb hi, na doori hi kargar hai, na yaad teri jaati, na bandish hi choot pati, ab aur na rulao, k aanso b ro rahe hai, jindagi na jane kis mod pe khadi hai.... tera yakeen bhi hai, fir b hai dard footta , tu hi to rahnuma hai, tujhme hi alam-ae-tasavvur, na ji sakunga tum bin, hai kar diya muqarrar, mere kareeb aao, dard badhta hi ja raha hai jindagi na jane kis mod pe khadi hai..... ab mujhme fanaa ** jao, mera vajood tera , tera har wakayah hai mera, tu hi to ishk-ae-rangat, hai khuda ki tu inayat, jo likhi hai usne aayat, tujhme hai rooh meri , meri har aarjoo hai tu hi, bas karo hajoor mere, meri saanso ko rok lo tum, sath chootta hi ja raha hai, jindagi na jane kis mod pe khadi hai..... ab rah gayi na himmat, k ji sakun tere bina, aao kareeb aao mujhko tum bacha lo, mai ** gaya hu farkat, kisi aur ki wajh se, na husn ki hai chahat, na jism-o-sangmarmar se dillagi hai, tujhme hai rab mera, bas tujhko hi chahta hu , tujhko hi mangta hu, rooh se rooh tum mila do, kuj aur na mangunga, meri jindagi me aao,, rag rag me sama jao, tere bin nahi hai jina, maut kareeb aa rahi hai, jindagi na jane kis mod pe khadi hai..... hai akhiri ibadat, deedar-ae- rahnuma mai kar loo, vo usko ek pal k liye chod de, mai sirf apna bana k bahon me unko bhar loo, jindagi hui khush, bas god me aankhen band ** jaye, saanse bhi ruk jaye, har pal k liye tere kareeb aa jaun, bas tujhse lipat jaun, har pal k liye so jaun, jindagi na jane kis mod pe khadi hai.... koi shikwa nahi rahega , tera kisi ka hona, kisi aur ki fitrat, kisi aur ki amanat, ab himmat nahi hai mujhme, k tumhe kisi aur ki banau, chala jaunga mai ek din, bas shant jindagi me, ek nayi hi hogi duniya, bas tum aur mai honge, na koi aur hi rahega, na koi hak kisi ka hoga, bas mujhme bhi tu hoga, aur tujhme bhi mai rahunga.......
0
May 12, 2019
May 12, 2019 at 8:09 AM UTC
jindagi na jane kis mod pe khadi hai

88
Ek metro, saanp si guzar rahi hai kuch duur Ek nabh faila hai uske upar - Neela sa kaala Ek chaand chamak raha hai uss nabh mein Kuch baadal sarak rahe hain paas mein uske Usi metro ki tarah par dheere zara Thandi hawayei hain. Usme goonjta mera aaj khada Kuch thandak hai inn hawaon mein Aur bohot sara sukoon bhara Aisi hi hoti hai wo chaand ki thandak? Jinhen sunte, apna bachpan beet gaya Kya sheetalta swarg ki aisi hai kahin? Jisey suna kayion ka jeevan guzar gaya Kya raambaan sukh yahi toh nahi Kya kamdhenu vriksha aisa tha kabhi Kya Ramcharitmanas mein hanumat Ka Rambhakti amrit lagta tha yun hi? Aisa hi amritmay bachpan mein, yaad hai mujhko lagta tha Zameen se shuru uss lambi khidki Se yahi chaand chamakta dikhta tha Mama sa ban chup shant bhav se Kuch baatein meri sunta tha Kyunki khud bhumi par bistar pe so Holi mujhe khilayi thi Khud bhookhe reh uss ke paiso Se mere bhai ko idli chakhayi thi Bohot pasand thi usko uski idli Aur rangbhari mujhe holi meri Kya kabhi unhen main unka wapas Ye rinn chukta kar paungi Kya kabhi unnsi balwaan main ban kar Unke liye itna kar paungi? Kya usi chaand ki thandak si khushiyan Unki jholi mein bhar paungi? Kya bhool maaf karne ki hadd Ko paar kar kar ke thake nahi wo? Kya raat bhar bhi jagkar subah Hans dawa banna bhoole nahi wo Kya insaani roop mein hain Bhagwan, "maa baap" kehlate jo?
0
Nov 29, 2019
Nov 29, 2019 at 10:16 AM UTC
Maa Baap
Ai khuda Mujhe Hawa bna de, Mujhe unke sanso me bsa de, Kabhi bhi na ** Saku Dur unse Aisi meri taqdeer bna De, Ai khuda Mujhe aansoo bna De, Mujhe unke aankho me bsa De, Khushi ke Pal ** ya ** dukh ki ghari Us Pal unke aankho se Mujhe chhalka de, Ai khuda Mujhe sitara bna de, Mujhe us Chand ke paas bitha de, Jih bhar ke dekh lu Mai us Chand ko Aisi chandani raat bna de, Ai khuda Mujhe aaina bna de, Mujhe unke kamre me bitha de, Har Pal wo mere samne ** Aisi khubsurat pari unhe bna de, Ai khuda Mujhe kajal bna de, Mujhe unke aankho me laga de, Na lage Unhe kisi ki nazar Unke sare dukh Mujhe dila de, Unke sare dukh Mujhe dila de....
0
Feb 19, 2017
Feb 19, 2017 at 2:58 AM UTC
AI KHUDA.........
DEAR GALTI MERI THI USNE MUJHE CHAHA HI NAHI MAI CHAHAT SAMAJH BAITHA GALTI MERI THI USKI PAL BHAR KI MUSKURAHAT KO PYAR SAMAJH BAITHA GALTI MERI THI WO TO HAR BAAT PAR HAA KARTI THI MAI HI IQRAR SAMAJH BAITHA GALTI MERI THI USNE MUJHSE JYADA AHMIYAT DI MERE DOSTO KO MAIN USKI YE AADDA MAJAK SAMAJH BAITHA GALTI MERI THI USNE KAHA V THA KOI AUR HAI USKI ZINDGI ME MAI HI KHUD KO USKI ZINDGI SAMAJH BAITHA...... GALTI MERI THI .............. ........ .... WRITTEN BY : PANKAJ KUMAR RAI (BABA)
0
Nov 24, 2013
Nov 24, 2013 at 11:24 AM UTC
A TRUE LOVE POEM
Waqt bhi kitna khubhsurat hai , Aate jaate logon ki duniya ujaad deta hai . Kehte hain waqt saare ghav bhar deta hai , Asliyat tou ye hai waqt dard ke saath jeena sikha deta hai . Do pal ki hai ye zindagani , Na do kisi ki ankhiyon mein paani. Jo lamhein hain chaliye muskurakar bita le, Jaane kal zindagi kaun se mod par lakar khada kar de . Kya pta kal saanse hi tham gayi ** , Kitna bhi pakad lo . Fisalta jaroor hai , Ye waqt ki fitrat hai yaaro badalta jaroor hai. Band ghadi bhi din mein do baar sahi samay btati hai, Man se na haarna aye dost meri tumse gujarish hai . Maidan se haara dubara jeet sakta hai , Man ke haare haar hai man ke jeete jeet hai . Waqt kahega har baar main lautkar na aaunga, Khuda Jaane wo hasayega ya rulayega. Waqt har chiz ki parakh sikha hai jaata , Kisi ke khatir ek pal bhi nahi hai theharta. Waqt ne kisi ko jina sikhaya hai, Waqt ne sach ka aaina dikhaya hai, Waqt ka azuba dekho yaaro, Kisi ko raja tou kisi ko rank banaya hai, Waqt ne hamara ahamiyat btaya hai, Waqt ne hume kaanto pr chlna sikhaya hai, Jisne bhi waqt ko gale lagaya hai, Use waqt ne us aasmaa jaisi uchai pr pahuchaya hai, Kitni azeeb baat hai, Waqt se din waqt se raat hai, Aaj shaam hai tou kal savera bhi hoga, Success bhi milegi aur danka bhi bajega, Waqt ki ahamiyat ko jo log bhul jate hai, Ant me sirf whi log aansoo bahate hai, Rote hua es duniya me aate hai, Vyarth jivan jikar rote hue chale jate hai....✍ Collaboration  by Manish Shrivastva  and Sonia Paruthi
0
Apr 9, 2018
Apr 9, 2018 at 8:10 AM UTC
WAQT KA KHUBSURAT ANDAAZ..(COLLAB. POEM)

Maa tere aanchal me humne Sara sansaar dekha hai, Maa tere aankhon me humne khushiyo ka bahar dekha hai, Maa tere charano me humne swarg ka dwar dekha hai, Maa tere dil me humne baccho ke liye pyar dekha hai, Maa tune Hume sabse pyaar aur samman karna sikhaya hai, Maa tune srishti Ki rachna kar Ghar ko jannat banaya hai, Najane bhagwan ne Maa ko kis mitti se banaya hai, Khud sabhi dard chhupa kar Hume hasaya hai, Maa tune Hume nau mahine kokh me rakhkar najane kitne dard uthaya hai, Janm ke baad apna dudh pilakar Hume buddhimaan aur takatwar banaya hai, Khud roya zindagi bhar jisne Maa ko rulaya hai, Bhojan ke liye khud bhatakta rha jisne Maa ko bhukhe sulaya hai, Maa ki sewa karo kyoki esne Duniya bnaya hai, Khud bhukhe rahkar  bhi hume khilaya hai, Duniya ka sabse sachha Gyan  Maa  Papa  me hi sikhaya hai, Khud bhale hi padhe likhe na ** lekin aapko padhakar ek safal insaan banaya hai....
0
Jun 17, 2017
Jun 17, 2017 at 12:51 AM UTC
MAA
bojh palkon k niche chupaun kitna, tumhe bhulaun kitna tumse door jaun kitna, tum aa gayi ** to mai samhal jaunga, na chodkar jao mai ab na rah paunga, tumhe mai aur chahunga tumhe mai aur chahunga... tum hi har taraf ** mere, nahi dikhta koi chehra, tum choti c gudiya meri, mai tumme simat jaunga, tumhe pyar karunga tumhe mai aur chahunga, na door tum jao na chodkar jao, ab door tumse mai ek pal bhi rah na paunga, tumhe mai aur chahunga tumhe mai aur chahunga..... tumhi to khwab ** mere, tumhi jine ki hasrat ** tumh mai kho nahi sakta, door mai rah nahi sakta, tumhe kaise bhukaunga, bina tumhare ji na paunga, tumhe mai aur chahunga, tumhe mai aur chahunga... meri tum aarjoo ** meri har tamnna ** chohton me tum meri ** bandagi bhi tum meri ** mera ehsas tum hi ** mere jine ki khwahish ** tumhe mai aur chahunga tumhe mai aur chahunga... tumhi meri ibadat ** tumhi meri rahgujar ** meri tum rahnuma bhi ** mere dil ki kavayad ** mujhme tum aise bas jao, kabhi na tumko bhulaunga, mai tumko aur chahunga mai tumko aur chahunga.... har ehsaas dhadkan ka, har ehsaas tadpan ka, machalta meri dil bhi hai, tadpta mera dil bhi hai, kaise mai paas aa jaun, kaise mai bahin me bhar loo, kaise mai yaad na aaun , kaise mai door jaunga , na tere bin rh paunga, tumhe mai aur chahunga tumhe mai aur chahunga.... i love u sh.....  plzz nvr leave me.
0
May 12, 2019
May 12, 2019 at 8:06 AM UTC
Bojh palkon ka
Haqiqat hai yaqeen karlo, Men usko bhool kar khush *** “Muhabbat marr chuki hai ab, Men usko bhool kar khush *** “Badalti rut ki waja se tabyat, Kuch hai bojhal see…. “Yun mera haal na pocho, Men usko bhool kar khush *** “Tumhen kia weham hai kyn, Raat bhar milne nahi aaty.??? “Aye mere nennd ki paryon Men usko bhool kar khush *** “Udasi sary ghar men, Pheeli jati hai ghum bankar…. “Tum har dewaar par likhdo, Men usko bhool kar khush *** Translation to Malay Language Aku gembira untuk melupakanya Amanah ku ini adalah realitinya Dan aku gembira untuk melupakannya Cinta yang telah meningal dunia Dan aku gembira untuk melupakanya Translation to English: I am happy I am not sad to forget He is mine, that's reality and I am glad to forget it all The love has died and I am happy to forget it all
0
Jun 2, 2013
Jun 2, 2013 at 1:30 PM UTC
Men usko bhool kar khush ***