Hello Poetry
Submit your work and get some sparkles! Create free account
#urdupoem
ये आँखे आत्मा का दरपन है, बिन बोले सब बयान कर देती है। छिपाती नहीं कुछ भी ये, इंसान का हर राज़ बतादेती है। झूठ इनकी फ़ितरत में नहीं, ये तों सच का साथ ही देती है। झाँकना हो किसीकी मन में तों, रास्ता भी यहीं बतादेती है।
0
Jun 16, 2020
Jun 16, 2020 at 2:31 PM UTC
आँखे
Ye raste jane hume kis or le jate hai, Zara sa apnate hai kabhi, To kabhi begane lagne lag jate h. Ye tedhe-medhe ulte-sidhe raste, Kis gali kis nukad par mud jate hai, Jaha bhi ye mud jate hai wahi se naye mod ban jate hai. Har mod har dagar par ye naye kisse nayi kahaaniyan sunate hai, Kabhi haste hai hume to kabhi hume rulate hai, Kabhi kisi ki zindgi ki shuruat to kabhi kisi ke kahaani ka ant ban jate hai. Yehi to hai jo hume zindgi ke har naye-purane pahlu se rubaru karwate hai, Jo ye girate hai to uth kar fir chalne ka sabab bi to hume yehi samjhate hai, Ye raste hi to hai jo musafiro ko unki manzil ki or le jate hai. Jo kabhi hote hai naraz to paas bhi ye khud hi bulate hai, Apno ki ehmiyat kya hai is zindgi me yehi to hume btate hai, Hai apnate kisko kabhi to kabhi kisiko bhul bhi ye jate hai. Zindgi hai chalte rahne ka naam ye raste hi to hume yaad dilate hai, Har pal har ghari kuch naya hume sikhate hai, Jo milate hai kisise kabhi to kabhi kisiko dur bhi to yehi le jate hai. Or agar gaur se dekha aur socha jaye to, Zindgi ke mayine aur is hasin falsafe ka ehsaas  waqt be waqt aksar ye raste hi hume karwate hai.
0
Jun 12, 2020
Jun 12, 2020 at 2:38 PM UTC
Ye Raste
"Raat Gaye" hum sochte rahe, Raat Gaye Kyun itni laparwahe, Raat Gaye Hum sochte rahe, Raat Gaye Ik bechaini c raat gaye hum sochte rahe Raat Gaye Jo sath thy wo chor gaye hum sochte rahe Raat Gaye Jo sath thy wo q chor gaye raat gaye, ehsaas naye andaz jo thy wo badal gaye raat gaye, khuwab naye ankhon mein anso chor gaye raat gaye, kyun yaad rahe
0
Dec 11, 2017
Dec 11, 2017 at 1:52 AM UTC
"Raat Gaye"
Or nahi koi bus hum he do kahani khatam shuru hui tw mujhy dekho, batien karo kam Main or tum, kehti thi woh aankhon mein tum kho jao jo nazar aye kuch, jo tm dekho pehli mulaqat , tum dilchasp ** ankhon mein doob kar, kehti thi woh main nahi dilchasp, bs mukhtlif *** mein jo bhe kahun bs chup chap sunti woh hont khamosh, ankhon se ki sab baatien thi raat wo ik jis se juri sab he yaadien thi lagta hai ab tum se he karni faryadien thi afsoos k tab kar na ska jo karni wazahtein thi Khair teri meri thori c bhe ban na saki kyunk waqt kam tha or bigri teri adatien thi Main na bhool paoun teri jhooti hansee naa he chor paoun mehsoos ** kami ankhon me nami dil mein pyar bhe nahi yadon mein jalan or aitbar bhe nahi tum ik waqt ** jo beet geayaa mera hasil nahi par bht kuch seekh gea mere qabil nahi or mein khud ko jeet gea meri manzil nahi ** tw q me kheencha gea phir kyun kehti, mein or tum shuru hote he kahani khatam
0
Dec 3, 2017
Dec 3, 2017 at 11:42 PM UTC
"Woh"