#subah
kaafi yaad aati hain...
un chidiyon k chehchane ki
koyal k gane ki , dadi k kahani ki
aur us beete zamane ki
diwali k laltin sajane ki..
chuttiyon mein mama k ghar jaane ki, mami k ukhane ki..
bachhon ki mehfil sajane ki
kaafi yaad aati hain.. kaafi yaad aati hain
~tazheen
Sep 17, 2020
Sep 17, 2020 at 10:47 PM UTC