#khushiyaan
ye wakt chalta gaya..
zamaana badalta gaya..
tarakki mein insaan ghulta gaya...
ghulte ghulte wo ye bhool sa gaya..
chod jaega ye jahan k din..
par iski mohobbat mein badalta gaya
~tazheen like if u like
Sep 17, 2020
Sep 17, 2020 at 10:53 PM UTC