Chahta *** main usse,
Hai voh meri zindagi ka humsafar...
Hogi humari mulaqat kahan,
Kahan takrayenge humare kadam...
Kya jatayegi voh mujhpe haq ek khas,
Kya hoga meri mohobbat pe usse naaz...
Ya kat jayegi yeh zindagi,
Bunte sapne uski khushboo ke saath,
Ya kahin na ban ke reh jaaye ,
voh meri kalpana ka ek Raaz,
Ya phir ek ehsaas...
Oct 22, 2025
Oct 22, 2025 at 5:23 AM UTC
Chahta *** main usse,
Hai voh meri zindagi ka humsafar...
Hogi humari mulaqat kahan,
Kahan takrayenge humare kadam...
Kya jatayegi voh mujhpe haq ek khas,
Kya hoga meri mohobbat pe usse naaz...
Ya kat jayegi yeh zindagi,
Bunte sapne uski khushboo ke saath,
Ya kahin na ban ke reh jaaye ,
voh meri kalpana ka ek Raaz,
Ya phir ek ehsaas...
